10 Best Government Mobile Apps in India – Features & Benefits
LIC Bima Ratna Plan 764 - Features, Benefits & Eligibility Criteria
Aaj hum aapko ish Life Insurance Corporation of India ke guaranteed addition bali money back savings life insurance policy LIC Bima Ratna Plan No. 764 ke features, benifits & Eligibility Criteria ke full details dene bale hain.
LIC Bima Ratna
Aaj ke samay me har kisi ke pass family ke financial suraksha aur saving ke liye money back saving insurance plan hona chahiye.
Ishliye LIC ne ek special non-linked, non-participating, money back saving plan launch kiya hai.
Ishka naam hai LIC Bima Ratna Plan No. 764 (UIN: 512N345V02)
Ishme aapko life cover ke sath-sath regular intervals par money back aur maturity par guaranteed returns life insurance corporation of india ke aur se milta hai.
Ish plan ke puri information ke liye aap post ko akhir tak read jaroor karen.
LIC Bima Ratna Plan Features
Plan Type : Non-Linked, Non-Participating, Individual, Money Back, Savings Life Insurance Plan
Guaranteed Additions : Fixed Additions Per ₹1,000 Sum Assured Depending On Policy Year
Flexible Premium Payment : Limited Premium Payment Term
Optional Riders : Accident, Term Assurance, Premium Waiver, etc. Avalable For Extra Cover
Loan Facility : Policy Against Loan Available After Minimum Premiums Paid
LIC Bima Ratna Plan Eligibility Criteria
1. Policy Term - 15 Years, 20 Years, 25 Years
2. Premium Payment Term - 11 Years, 16 Years, 21 Years
EXAMPLE : 15 years ke policy ke liye premium paying term 11 years ka hai.
20 years ke policy ke liye premium paying term 16 years ka hai.
25 years ke policy ke liye premium paying term 21 years ka hai.
3. Minimum Entry Age - 90 Days to 5 Years
EXAMPLE : 15 years ke policy ke liye minimum age limit 5 years hai.
20 years ke policy ke liye minimum age limit 90 days hai.
25 years ke policy ke liye minimum age limit 90 days hai.
4. Maximum Entry Age - 45 to 55 Years
EXAMPLE : 15 years ke policy ke liye maximum age limit 55 years hai.
20 years ke policy ke liye maximum age limit 50 years hai.
25 years ke policy ke liye maximum age limit 45 years hai.
5. Minimum Sum Assured - ₹5,00,000 (multiple of ₹25,000)
6. Maximum Sum Assured - No Limit
LIC Bima Ratna Plan Benifits
7. Premium Paying Benifit - Policyholders ko policy ka premium monthly, quarterly, half yearly and yearly pay karne ke facility milti hai.
8. Death Benefit : Yadi policy term ke dauran policyholder ke death ho jati hai toa nominee ko Sum Assured + Guaranteed Additions milta hai.
9. Loan Facility - In-force policy me 2 years ke baad surrender value ke against loan liya ja sakta hai.
10. Surrender Value - Minimum 2 years premium pay karne ke baad policyholder policy ko surrender kar sakte hai.
11. Maturity Benefit - policy ke term complete hone par 50% Basic Sum Assured + Accrued Guaranteed Additions milta hai.
12. Tax Benifit - Ish policy me tax benifits under section 80C & 10(10D) milta hai.
LIC Bima Ratna Policy me Policyholder ko time to time 25% Sum Assured return milta hai.
12. 15 Years Policy Term - 13 aur 14 saal me 25,25% milta hai.
13. 20 Years Policy Term - 18 aur 19 saal me 25-25% milta hai.
14. 25 Years Policy Term - 23 aur 24 saal me 25-25% milta hai.
● Ishme Life Cover + Saving ka Combo hai
● Ishme time to time money back facility milti hai
● Ishme under section 80C & 10(10D) tax benifits milta hai
● Ishme loan aur surrender option available hai
● Ishme long term wealth creation with security conclusion hai
Toa friend yeh thi LIC Bima Ratna Plan 764 ke details.Yadi aapko ish policy ke aur jayada information chahiye toa aap life insurance corporation of india ke website par visit kar sakte hai.I hope aapko humari yeh post jaroor pasand aaye hoge aaye hai toa ishe share karen.Thank You .
itr1 itr2 itr3 itr4 kya hai | what is itr1 itr2 itr3 itr4 ?
Financial Year Kya Hota Hai ?
ITR 1, ITR 2, ITR 3, ITR4 form kya hai
ITR 1 Kya Hai ?
Apaar ID Card Kya Hai | Apaar ID Kaise Banaye 2025 | Apaar ID Download Online
Apaar id card kya hai. Ish post me hum aapko bata rahe hain ke apaar id card kya hota hai, apaar id kaise banaye, apaar card ke fayde kya hai and apaar id banane ke leya jaroori documents kya hai aur apaar id card download kaise karen.full information ke leya aap ish post ko akhir tak read jaroor karen.
Apaar ID Kya Hai
Apaar id ek 12 digits ka Unique Identification ID Number hai.
Apaar card me apaar ki full form Automated Parmanent Academic Account Registry hai.
Apaar id card ase childrens ka banaya jayega jo school, college me study kar rahe hain.
Indian government ka education department ke taraf se yeh apaar id card banaye ja rahe hain.
Ish card me child ke padai ka starting se ending tak ke all information digital store ke jayegi.
Example :
1 - Child ne kitne class tak padai ke hai.
2 - Child ko kya-kya Awards mila hain.
3 - Child ke pass kon se degree hai.
4 - Child ka kis class me kitne marks aye thea.
5 - Child ko Scholarship mela hai ya nahi yadi mela hai toa kitna mela hai aur kahan-kahan se mela hai.
Aadhar card upi id kaise banaye
Ase he aur bhi kai tarah ke information digital store ke jayegi.
Apaar ID Card Ke Fayde
Apaar id ka sabse bada fayda toa yehi hai ke ish se fake Educational Documents and duplicate Marksheet koi nahi bana sakega.
Apaar id se se kai tarah ke examinations aur admission ke time student ke leya verification karna easy ho jayega.
Apaar id scholarship lene, Credit Accumulation, Credit Redemption, Credit Accounting, Internship, Certificate, Job Application and Academic Records ka Authentication me bahot kaam aayega.
Children's ko Government Schemes ka benifits direct milega.
Students ke leya yeh ek tarah ka locker hoga yahan se students apne documents receive kar sakenge.
State government literacy rate, school quite rate aur bahot kuch ke Tracking ish id card ke help se kar sakenge.
Apaar id students ko educational resources tak pahunchne me bhi bahot help karege.
Students future me apne High Education and Employment ke leya bhi credit score ka use kar sakenge.
Aadhar card to voter id card link online
Apaar id students ko unke parents ke ek state se dushre state me transfer hone me bhi bahot help karege.
Apaar id banane ke baad students apne education se connected certificate and documents ko only one click se access kar sakenge.
Koi bhi 5 year old or 5 year se jayada age ka indian child jo kishi recognize school, college or university me education le raha bho apaar id ke apply kar sakta hai.
Apaar ID Documents Required
● Aadhar Card
● Birth Certificate
● Mobile Number
● Passport Size Photo
● Student yadi minor hai toa parents ke permission
Apaar Id banbane ke leya school's ko students ke parents se permission lene hoge, kyunke students ka data education related all Institutions aur Departments ke sath share keya jayega.
Ishke leya sabhi students ka Aadhar Verification keya jayega.
School students ka apaar id se connect data digilocker me bhi save rahega.
Apaar id ko digilocker and academic bank of credit ke sath connect keya gya hai.
Apaar ID Card Kaise Banaye
Apaar ID Card Online banane ke leya niche bataye steps ko follow karen.
Step 1 : Apaar ID Card Online banane ke leya sabse pahle aap apne mobile phone me google play store se Digilocker App Install karen.
Step 2 : Aub apne Mobile me digilocker app open karke app me registration karen aur apna digilocker par account banaye.
![]() |
Digilocker sign in |
Step 3 : Digilocker app me Mobile Number, Username ya Aadhaar se sign in karen.
Step 4 : Aapke ish account ka use E-kyc ke leya keya jayega.
Step 5 : Ishke baad Apaar ID ke leya student apne parents ko lekar school jayen.
Step 6 : School me students ke parents ko apaar id banbane ke leya volunteering se parents permission form bharkar dena hoga.
Step 7 : Ishke baad UDISE system se student pan id ke aadhar par apaar id banaye jayegi, ishme 12 digits ka unique id number hoga.
Step 8 : School ke taraf se jab student ka apaar id card bana deta jayega tab ishe student ke digilocker account me upload kar deya jayega.
Apaar ID Card Download Kaise Karen
Apaar id card online download karne ke leya niche bataye steps ko follow karen.
Step 1 : Student sabse pahle apne digilocker account me login karen.
Step 2 : Aub digilocker ke homepage par "Documents Issued" ke samne "See All" par click karen.
Step 3 : Aub aapke samne digilocker par upload documents ke name show honge.
Step 4 : Apaar id ke samne three dot par click karen.
Step 5 : Aub yahan "View PDF" par click karen.
Step 6 : Aub aapke samne screen par apaar id show hoge ishme aapke id number, name, date of birth etc details honge.
Step 7 : Aub aap niche dekhenge toa aapko ek download ka option dikhai dega aap ishpar click karen.
Step 8 : Aub aapka apaar id card aapke device me download ho jayega aap ishe open karke dekh sakte hain.
Toa friend aub aap samjh chuke ke apaar id kya hota hai, apaar id ke fayede kya hai, apaar id card banane ke baad download kaise karte hain.
I hope Aapko humare yeh post jaroor pasand aaye hoge yade pasand aaye hai toa humain niche comment me likh kar jaroor bataye.Thankyou.
LIC Jeevan Lakshya Plan : lic jeevan lakshya 933 full details in hindi
LIC Jeevan Lakshya Plan Kya Hai
LIC Jeevan Lakshya Eligibility Criteria
LIC Jeevan Lakshya Features
Pan 2.0 Apply Online : Pan Card 2.0 Online Apply Kaise Karen
Yadi aap pan card holder hain to yeh post aapke liye important hai.Government of india ne digital india campaign ke tahat pan 2.0 ko launch kiya hai.ish post me bataya hai ke pan 2.0 kya hai aur pan 2.0 online apply kaise karen puri information ke leya aap is post ko last tak read jaroor kare.
Pan 2.0 Kya Hai ?
Pan 2.0 ek digital pan card hai.
Yeh pan card old pan card se jyada safe hai.
Kyunki ish pan card me QR Coad add keya gya hai.
Pan 2.0 card me add ke gye all information encrypted hoge jish se pan card holders ke sefty increase hoge.
Pan 2.0 electronic card hoga ishliye yah old pan card ko replace karega.
Pan 2.0 Benifits
1. Ish pan card me QR Coad add hai jo old pan me nahi tha.
2. Ish pan card me QR Coad hone ke bajah se QR Coad scan karke fast verification keya ja sakega.
3. Yeh pan card old pan card ke comparison me digital and jayada safe hai.
Color Voter Id Card Apply Online
4. Ish digital pan card ke delivery 30 minutes me email par ho jayegi.
5. Pan 2.0 ek electronic card hoga ishliye yah old pan card ko replace karega.Yahan par aapko bataden ke yadi aap physical pan card lena chahte hain toa aap ushe bhi le sakte hain.
Pan 2.0 Online Apply Kaise Kare
Yadi aap old pan card ko new pan card se replace karna chahte hain toa niche bataye steps ko follow karen.
Step 1. Sabse pahle aap income tax department ke e-pan portal par jayen.
Step 2. Aapko home page par "Apply for Instant Pan" ka option melaga ush par click karen.
Step 3. Aub yahan aapse aadhar card number enter karne ko kaha jayega aap apna 12 digits ka aadhar number enter kare.
Aadhar Card Mobile Number Change
Step 4. Aub aapke aadhar card se link mobile number par ek one time password (OTP) send keya jayega.
Step 5. OTP received hone ke baad OTP enter karen.
Step 6. Aub aapse email id and other information enter karne ko kaha jayega.sab kuch sahi-sahi enter kare.
Step 7. Sabhi information enter karne ke baad application submit karen.
Aadhar Card Se UPI Id Kaise Banaye
Step 8. Aub aapko aapke email par pdf format me aapka e-PAN Card received ho jayega.
Toa friend ish tarah se aap new pan card 2.0 ko online apply karke pdf format me apne email par received kar sakte hain.
I hope aapke leya yeh post helpful rahi hoge ishliye aap ishe apne friends ke sath share karen.Thank You.
PM Kisan ekyc kaise kare | pm kisan samman nidhi yojana online kyc kaise kare
PM Kisan Yojana
PM Kisan Samman Nidhi Yojana Kya Hai
PM Kisan Yojana New Update
PM Kisan Samman Nidhi Yojana e-KYC Kaise Kare
LIC Jeevan Kiran Plan 870
LIC Jeevan Kiran Plan 870 kya hai ?
LIC Jeevan Kiran Death Benefits
LIC Jeevan Kiran Premium
LIC Jeevan Kiran Eligibility
LIC Jeevan Utsav Plan 871 Details in Hindi
Hum ish post me aapko life insurance corporation of india ke LIC Jeevan Utsav Plan Details de rahe hai.agar aap lic ki new insurance policy buy karne ki soch rahe hain toa yeh post aapke liye hi hai.aap ishe pura last tak jaroor paden.
LIC Jeevan Utsav Plan Details in Hindi
lic ne apna jeevan utsav plan 29 november 2023 ko launch kiya hai.lic jeevan utsav ka plan no.871 hai and unique identification number 512N363V01 hai.
LIC Jeevan Utsav Plan Kya Hai ?
lic jeevan utsav ek non-linked,non-participating,individual,savings,life insurance scheme hai.
● yeh policy ek non-linked plan hai.yeh plan share market se connected nahi hai.
● yeh plan savings ke sath protection bhi provide karata hai.
● yeh ek individual saving life insurance plan hai.
● yeh ek non-participating plan hai.policy holder ki policy complete hone par ishme koi bhi bonus nahi diya jayega.
LIC Jeevan Utsav Benefits
● lic jeevan utsav plan me 18years se lekar 100years tak ke liye lifetime guaranteed income milti hai.
● ish plan me policyholder apni need ke according regular income benifit or fexi income benifit ka option select kar sakta hai.
● ish policy me all benifits ki guarantee starting me hi de di jayegi.
● ish plan me premium payment term tak 40 rupay par 1,000 rupees rate ki percentage se guaranteed additional milega.
● ish plan me every years 5.5% ki attractive investment rate par income ko defer and accumulate karne ka option and compounded annually bhi hai.
lic jeevan labh 936 plan details
● ish plan me aap benifit ke income se 6 months pahle income benifit ka type change kar sakte hain.
● ish policy me premium payment ka option only 5years se 16years tak hi hai.
● yeh policy 90days children se lekar 65years old person ke liye li ja sakti hai.
● ish policy me 2years ke baad loan lene ki facility bhi milti hai.
● ish scheme me maturity benifit available nahi hai.
LIC Jeevan Utsav Premium
Jeevan utsav policy ki premium paying term whole life policy terms ke liye 5years se 16years hai.
Basic sum assured 5,00,000 rupees and above in 25,000 and 1,00,000 ke multiple me.
lic bima jyoti 860 plan details
Premium Payment Method - Annual,Semi-Annual,Quarterly and Monthly
LIC Jeevan Utsav Criteria
lic jeevan utsav policy ki alag-alag premium paying term ke liye minimum entry age and maximum entry age niche table me di gye hai.
![]() |
www.kyakraen.com |
Premium Paying Term - 5 to 16 years
Minimum & Maximum Age at Entry - Minimum 90 days (completed)
Maximum 65 years (nearer birthday)
Minimum Premium Ceasing Age - 75 years (nearest birthday)
Minimum Age For Start Of Income Benefit - 18 years (completed)
Basic Sum Assured - Minimum Rs 5,00,000 maximum no limit
Note : Entry ke time minimum age ko chodkar insured person ke entry ke time age ko birthday ke nearest ki age ke roop me liya jayega.
Policy Risk : Yadi insured person ki entry ki age 8 years se kam hai toa ish scheme me risk policy start hone ki date sr 2 years ya policy ke birthday ke sath ya 8 years ki age received ke baad jo bhi first ho ush se start hoga.
Death Benefits : Policy lene or risk start hone ki date ke baad yadi insured person ki death ho jati hai toa accrued guaranteed ke sath death par insurance payment ke barabar death benifit pay kar diya jayega.
Death benifit death ki date tak pay kiye gye total premium ka 105% se kam nahi hoga.
lic jeevan utsav policy me riders available hain jinke liye aapko extra premium pay karna hoga.
● Accidental Death and Disability Benefit Rider Available
● LIC Accident Benifit Rider Available
● New Critical Illness Benefit Rider Available
● Premium Waiver Benifit Rider
Toa friend yeh thi lic jeevan utsav 871 policy ki details,i hope aapko yeh information jaroor pasand aye hogi,yadi aye hai toa post ko apne friends ke sath share jaroor karen.Thank You.
LIC Dhan Vriddhi Plan Details
LIC Dhan Vriddhi Plan Kya Hai ?
LIC Dhan Vriddhi Features
LIC Dhan Vriddhi Plan Benefits
LIC Jeevan Labh Plan 936
Hum aapko ish post me life insurance corporation of india ke policy LIC Jeevan Labh Plan 936 ke details hindi me de rahe hain.agar aap lic ki ek best policy buy karne ki soch rahe hain toa ish post ko last tak read jaroor karen.
LIC Jeevan Labh Plan 936 Kya Hai ?
LIC jeevan labh life insurance corporation of india ki ek policy hai.lic jeevan labh table no.936 hai.ishe lic 936 plan ke naam se bhi jana jata hai.
LIC jeevan labh Non-Linked,with Profit Endowment plan hai.
LIC ke ish plan ke sath policyholders ko death benifit and maturity benifit bhi milta hai.
Ishke sath hi yeh lic ka ek participating plan bhi hai,ishki khaas baat yeh hai ke yeh policyholders ko saving karne me help karta hai.
LIC jeevan labh policy me policyholder ko Limited Time Period ke liye hi premium pay karna hota hai.
Ish plan me policy holder Additional Bonus and Simple Reversionary Bonus received karne ka puri tarah se haqdaar hota hai.
LIC Jeevan Labh Plan 936 Features
LIC jeevan labh plan ek participating saving scheme hai.
lic ke ish plan me death hone par and policy mature hone par policy holder and policyholders ki family members ko financial security milti hai.
Under this plan policy holders ko only limited time period ke liye hi premium ki payment karni hoti hai.
Example ke toar par maan lijiye yadi term 25 years ki hai toa policyholder ko 6 years kam premium payment karni hogi.
LIC ke ish plan me entry karne ke liye minimum age limit 8 years and maximum age limit 59 years hona jaroori hai.
Ish plan ke liye minimum sum assured ₹2,00,00 final ki gye hai and maximum ki koi limit nahi hai.
Ish plan me maximum maturity age 75 years final ki gye hai.
Ish plan ke liye policy duration 3 parts me divided ki gye hain.
16 years 21 years and 25 years,inke under yadi aap 16 years ke liye policy buy karte hain toa aapke liye maximum age limit 59 years hogi.
21 years ke policy term ke liye maximum age 54 years and 25 years ki policy term ke liye maximum age limit 50 years final ki gye hai.
Ish plan me premium payment duration 10 years,15 years and 16 years final ki gye hai.
Aub yadi aap 16 years ke liye policy period select karte hain toa aapko only 10 years ka hi premium pay karna hoga.
LIC Jeevan Labh Plan 936 Benefits
Ish plan ke sath policyholder ko kai tarah ke benifit milte hain.
Sabse pahle ish plan ke sath policyholder ko death benifit milta hai.
Ish plan ke sath policyholder ko yearly premium ka 7 guna and basic sum assured amount diya jata hai.
LIC ke ish plan ke sath policyholder ko maturity benifit ke sath-sath simple reversionary bonus and final additional bonus bhi milta hai.
LIC jeevan labh ke aap under of benifit me bhi participate kar sakte hai,ishke under hi aapko simple reversionary bonus milta hai.
LIC Jeevan Labh Plan 936 Tax Benefit
LIC ke ish plan me policyholders ko 2 tax benifits 80C and 10(10D) ki choot milti hai.
Ish plan me policy time period start hone ke baad policyholder ko loan ki bhi facility milti hai.
LIC Policy Premium Receipt Download
LIC ke ish plan me aap excessive premium ka payment karke kai riders le sakte hain,jaise ke accident benefit rider,term insurance rider,premium weber rider,critical illness rider.
LIC ke ish plan ko buy karke 3 years regular premium payment karne ke baad aap chahe toa apni ish policy ko surrender bhi kar sakte hai.
Toa yeh hai lic jeevan labh plan table no.936 ke details,i hope ke aapko yeh information jaroor pasand aye hogi yadi aye hai toa ish post ko share karen.Thank You.