Aaj hum aapko ish Life Insurance Corporation of India ke guaranteed addition bali money back savings life insurance policy LIC Bima Ratna Plan No. 764 ke features, benifits & Eligibility Criteria ke full details dene bale hain.
LIC Bima Ratna
Aaj ke samay me har kisi ke pass family ke financial suraksha aur saving ke liye money back saving insurance plan hona chahiye.
Ishliye LIC ne ek special non-linked, non-participating, money back saving plan launch kiya hai.
Ishka naam hai LIC Bima Ratna Plan No. 764 (UIN: 512N345V02)
Ishme aapko life cover ke sath-sath regular intervals par money back aur maturity par guaranteed returns life insurance corporation of india ke aur se milta hai.
Ish plan ke puri information ke liye aap post ko akhir tak read jaroor karen.
LIC Bima Ratna Plan Features
Plan Type : Non-Linked, Non-Participating, Individual, Money Back, Savings Life Insurance Plan
Guaranteed Additions : Fixed Additions Per ₹1,000 Sum Assured Depending On Policy Year
Flexible Premium Payment : Limited Premium Payment Term
Optional Riders : Accident, Term Assurance, Premium Waiver, etc. Avalable For Extra Cover
Loan Facility : Policy Against Loan Available After Minimum Premiums Paid
LIC Bima Ratna Plan Eligibility Criteria
1. Policy Term - 15 Years, 20 Years, 25 Years
2. Premium Payment Term - 11 Years, 16 Years, 21 Years
EXAMPLE : 15 years ke policy ke liye premium paying term 11 years ka hai.
20 years ke policy ke liye premium paying term 16 years ka hai.
25 years ke policy ke liye premium paying term 21 years ka hai.
3. Minimum Entry Age - 90 Days to 5 Years
EXAMPLE : 15 years ke policy ke liye minimum age limit 5 years hai.
20 years ke policy ke liye minimum age limit 90 days hai.
25 years ke policy ke liye minimum age limit 90 days hai.
4. Maximum Entry Age - 45 to 55 Years
EXAMPLE : 15 years ke policy ke liye maximum age limit 55 years hai.
20 years ke policy ke liye maximum age limit 50 years hai.
25 years ke policy ke liye maximum age limit 45 years hai.
5. Minimum Sum Assured - ₹5,00,000 (multiple of ₹25,000)
6. Maximum Sum Assured - No Limit
LIC Bima Ratna Plan Benifits
7. Premium Paying Benifit - Policyholders ko policy ka premium monthly, quarterly, half yearly and yearly pay karne ke facility milti hai.
8. Death Benefit : Yadi policy term ke dauran policyholder ke death ho jati hai toa nominee ko Sum Assured + Guaranteed Additions milta hai.
9. Loan Facility - In-force policy me 2 years ke baad surrender value ke against loan liya ja sakta hai.
10. Surrender Value - Minimum 2 years premium pay karne ke baad policyholder policy ko surrender kar sakte hai.
11. Maturity Benefit - policy ke term complete hone par 50% Basic Sum Assured + Accrued Guaranteed Additions milta hai.
12. Tax Benifit - Ish policy me tax benifits under section 80C & 10(10D) milta hai.
LIC Bima Ratna Policy me Policyholder ko time to time 25% Sum Assured return milta hai.
12. 15 Years Policy Term - 13 aur 14 saal me 25,25% milta hai.
13. 20 Years Policy Term - 18 aur 19 saal me 25-25% milta hai.
14. 25 Years Policy Term - 23 aur 24 saal me 25-25% milta hai.
● Ishme Life Cover + Saving ka Combo hai
● Ishme time to time money back facility milti hai
● Ishme under section 80C & 10(10D) tax benifits milta hai
● Ishme loan aur surrender option available hai
● Ishme long term wealth creation with security conclusion hai
Toa friend yeh thi LIC Bima Ratna Plan 764 ke details.Yadi aapko ish policy ke aur jayada information chahiye toa aap life insurance corporation of india ke website par visit kar sakte hai.I hope aapko humari yeh post jaroor pasand aaye hoge aaye hai toa ishe share karen.Thank You .