Search Here ...

Showing posts with label Blogging. Show all posts
Showing posts with label Blogging. Show all posts

YouTube Video Viral Kaise Kare

Hello friends,
YouTubevideo ko Trendingpage par kaise laye,aaj har ek Youtuber ki ek hi jaroorat hai,ke bho jish video ko itni mehnat se banata hai,ush video ko kish tarike se YouTube ke Trending page par lekar aye.taki ushse ush video par ache views ushe mil sake.aur ushki jayada earning ho sake.agar aap bhi ek Youtuber hai aur youtube par video upload karte hai,toa yeh post aapke liye kafhi important hai ishliye ishe padte rahiye akhir tak.

YouTube video Trending page par kaise laye.youtube videos viral karane ke best tips hindi me



(Youtuber Kya Hai ?)

Jub se India me reliance  jio ka network aya hai,tub se data pack kafhi saste ho gye hai,jio ke ane se pahle bhi YouTube tha par youtube par utane jayada Youtuber nahi tha.pahle log keval bahi jankari lene ke liye YouTube video ka sahara lete the jise bho lena chahte thea.kyunki data pack kafhi mahnge tha.lekin aub online YouTube video dekhne balon ki bhari sankhya ho gyi hai.kuch hi rupaye dekar acha khasha data use karne ko mil jata hai.ishliye log apna kafhi samay online video dekhkar bitate hai.yahi nahi balaki un logon ki bhi ginti din par din badti hi ja rahi hai jo apna khud ka channel banakar apne create kiye huye video upload karte hai.yani har din Youtuber ki ginti bhadti hi ja rahi hai khas tor par India me.

● Smartphone par live TV kaise dekhe bina internet 
● Facebook account kaise banaye
● Google account kaise banaye

(YouTube Trending Page Kya Hai ?)


YouTube ka ek Trending page hota hai,jish par har din un video ko samil kiya jata hai jo videos trends kar rahe hote hai.Trending page me ane ka matalab hai ke ush video ko Youtube par bahot jayada dekha ja raha hai.ishiliye har ek Youtuber ke liye yeh bahot important hota hai ke ushka video YouTube ke Trending page par show ho.

Agar aap bhi ek Youtuber hai,aur youtube par video  upload karte hai,toa aaj hum aapko youtube ke video ko trend karne ke tarike bata rahe hai.yadi aap in tarikon ka use karte hai,toa definitely aapka video bhi Trending page par jaroor show hoga.

● YouTube ka URL kaise Change kare

  Video Title

Apne video ko trend karane ke liye aapko ush video ka ek acha sa title likhana bahot jayada jaroori hai.kyunki log youtube ke search me apne jaroorat ke anushaar topic ko search karte hai.agar aapke video ka title unke kiye search se match karta hai,toa aapka video search me aye kai sare videos me sabse upar show hoga.aur jo bhi search kar raha hota hai,bho sabse upar ke video par hi click karta hai,agar ush video ka title ushki jaroorat ka ho.yani bho jish jankari ko dekhna chahta hai bho ushe ush video me mil jati hai toa.ishliye video ka title video Trend karane me bahot aham roll ada karta hai.

● Amazon se paise kaise kamaye 

  Video Description

Kai Youtuber video ko upload karte samay video ka description likhte hai.lekin bho kisi ek hi language me description ko likh kar choad dete hai.ase me video ke viral hona ka koi chance hi nahi hai.aap jub bhi video ka description likhe toa ush video ki important chijon tak likhe aur ushme ek suspens choad de,taki description ko padne bala utshuk ho jate ush video ko dekhne ko.aur video ka description humesha pura likhe.aur sabse important baat ke description ko hindi aur English dino language me likhe.itana hi nahi ishme bhi Trending keywords ka dhyan rakhe.koisis yeh bhi kare ke description kam se kam 300 words ka jaroor ho.ishke alaba description me agar aapka koi aur youtube channel hai toa ushka link bhi dale.apne sare social  media Facebook, Twitter, Instagram, Google plus ,Website ka bhi link jaroor dale.yadi aap description me in sab baton ka khyal rakhenge toa definitely aapko ishka fhyada milega.

● Internet se paise kaise kamaye
● Blog,Blogger ,Blogging kya hai

  Video Thumbnail

Video ke viral hone me kisi bhi video ka thumbnail (video par dikhane bala photo)bahot aham roll ada karta hai.agar aapke video ka thumbnail bahot jayada Attractive hoga toa aspke video par har koi jaroor click karega.ishliye video ka thumbnail samay lekar banaye aur esa banaye ke har koi ushpar click karne ko majboor ho jaye.youtube par sabse jayada video Trending me thumbnail ki bajah se hi pahonch jate hai.

● 5 kamaal ki website 

  Social Media Sharing

Agar aap kisi bhi chij ko viral karana chahte hai,toa aajkal sabse asan tarika hai,ushe social media par share kar do.agar aap bhi apna video viral karana chahte hai,toa social media par groups ko join karo,aur video ko youtube par upload karne ke baad sidha ushe ush group par share karo.aur share karte samay Trending Hastag (#)jaroor use kare.esa karane se aapke video ke viral hone ke kafhi jayda chance bad jate hai.

● Mobile heating problems 

  Like,Share,Comment Aur Subscribe

Kai Youtuber ase bhi hote hai,jo video ke starting me hi like,share,comment aur subscribe ke liye bol dete hai.ase me log video ko bhi nahi dekhte.subscrebe karna toa bahot door ki baat hai.ishliye sabse pahle apne video me jaroori baton ko important sabse pahle de.jo video me dikhane bale hai,ushe sabse pahle dikhaye.aur video ke last me video ko like,share, comment aur subscribe karne ke liye kahe.ishse aapke video ka watch time badega aur video trend karane ke liye video ka watch time kafhi important roll ada karta hai.

● Bina internet apps download kaise kare
● Tv ko computer ka Monitor kaise banaye

Note :
Ek acha youtuber banane ke liye video regular upload karte rahe.aur jayada YouTube ki jankariyon ke liye humari youtube ki aur bhi post pade.

Toa ish tarah se aap bhi apne youtube video ko Trending page par la sakte hai. I hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi.agar pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath WhatsApp, Facebook, Twitter share kare.aur humain humari www.kyakraen.com website par follow kare.Thankyou.

Ishe bhi padiye : Online shopping karne ke jaroori 10 tips

5 amazing websites | kamaal ki 5 websites

hello friend,
 aaj hum asi 5 website k bare mae ish post mae janenege jo anokhe fact batati hain,yeh 5 website aapke bahut kaam asakti hain,puri jankari k liye padte rahiye ish post ko.

Amazing websites jinke bare mae aap nahi jante aapke yeh 5 websites bahut kaam asakti hain

aaj kisi ko desh ki videsh ki since ki technology ki history ki cooking ki ya fhir kisi bhi chij ki koi bhi jankari chaiye toa bho sidh Google par search karta hai.

kyunki  ushe bho jankari asani se Google par hi mil jati hai.

internet par crodon asi websites available hain jo niji toar par humare bahut kaam asakti hain.

Mobile aur mobile tower k kya side effect hote hain

Inverter ac kya hai

magar kuch asi website bhi hain jinke bare mae sayad aap nahi jante.

lekin bho websites aapke liye kafi madadgar (helpful) ho sakti hain.

aap ish post ko pura padte rahiye kyunki aaj main aapko asi hi 5 websites ki jankari ish post mae dene bala hoon.

toa chaliye jante hain k bho websites kounsi hain.

NUMBER 1 : RADIO GARDEN

Radio garden

Amazing websites jinke bare mae aap nahi jante aapke yeh 5 websites bahut kaam asakti hain

yeh ek bahut hi kamaal ki website hai.
ish website par jakar aap duniya (world) bhar k radios ko live sun sakte hain.

isme aapko kahin ki bhi location set karni hoti hai.
ish website par jane k baad yahan aapko ek global milega.

ush global par aapko click karna hai.
global par location ko set karte hi radio FM ka station bajane lagate hain.

aap jahan ki bhi location set karenge bahan k FM channel ki list aapki screen par ajayegi.

aur yahan se aap live radio FM sun sakte hain.

Blog, blogger, blogging kya hai

NUMBER 2: FLIGHT RADAR

Flight radar

Amazing websites jinke bare mae aap nahi jante aapke yeh 5 websites bahut kaam asakti hain

agar aap kisi bhi flight ko track karna chahte hain toa aap ish website ki madad se esa kar sakte hain.

ish website k dawara users duniya (world) bhar ki sabhi flights ko track kar sakte hain.

isme aapko flight ka ek icon milega.
ush icon par click karte hi aap flight ki puri jankari hasil kar sakte hain.
yahan aapki screen par ek map bana hoga.

ushme sabhi sabhi flights di gyi hongi.

aur kamaal ki baat yeh hae k yeh flights aapko chalti hui bhi dikhai dengi.

NUMBER 3: INTERNET MAP

Google account kaise banatehain

Go to website = Internet map

Amazing websites jinke bare mae aap nahi jante aapke yeh 5 websites bahut kaam asakti hain

agar aap kisi ki website ki ranking ko dekhna chahte hain toa aap ish website se esa kar sakte hain.

ish website par jakar kisi bhi website ki ranking ko dekha ja sakta hai.

yahan ek hi page par har website ranking k hisab se dikhai dengi.

aap yahan website k URL goal aakar mae bhi dekh sakte hain.
inse website kitani popular hae yeh pata chalta hai.

jish bhi website ki aap jankari chahte hain ush website ko aap search baar mae select karke uski jankari hasil kar sakte hain.

Internet se paise kaise kamay

NUMBER 4: NORSE

Go to website = Norse

Amazing websites jinke bare mae aap nahi jante aapke yeh 5 websites bahut kaam asakti hain

ish website par jakar aap duniya (world) bhar mae ho rahi hacking ki jankari hasil kar sakte hain.

ish website ki madad se aap real time hacking attacks ki jankari hasil kar sakte hain.

yahan aapko kisi bhi desh mae ho rahi hacking ki puri jankari mil sakti hai.

yahan aapko aapki screen par dain taraf plus aur minus ka button diya gya hoga.

ush par click karke aapko ho rahi hacking ki jankari mil jayegi.

Amazon se paise kaise kamay

NUMBER 5: FACES OF FACEBOOK

Go to website = Faces of Facebook

Amazing websites jinke bare mae aap nahi jante aapke yeh 5 websites bahut kaam asakti hain

yeh bhi ek kamaal ki website hai.
ish website se aap duniya (world) bhar ki Facebook profile ko apni screen par dekh sakte hain.

ish website mae jitane log Facebook istemaal karte hain aapko unke chahre dikhai denge.

uske sath hi unki profile ka link bhi un chahron par diya gya hoga.
ishme aapko screen par crodon dots dikhai denge.

aap jahan bhi click karoge bho jagah joom ho jayegi.

aur Facebook users k chahre aur profile aapko dikhai dene lagenge.
aap kisi bhi profile picture par click karoge toa sidha hi uski Facebook k home page par pahunch jaoge.

toa yeh thi friends 5 kuch alag fact bali websites, asha karta hoon aapko yeh post pasand ayi hogi, agar pasand ayi hae toa ish post ko apne friends k sath share kariye, aur kyakraen website ko follow kariye.

Ishe bhi padiye = Refrigerator cooling tips in hindi

Blog,Blogger,Blogging kya hai

hello friend,
blog,blogger, blogging,agar aap jankari chate hain k blog kya hota hai,aur blog se paise kaise kamay jate hai,toa padte rahiye ish post ko.

Blog banakar paise kaise kamay jate hai janiye ish post mae


aaj hum ish post mae baat karenge k blog kya hota hai.
aur blog se paise kaise kamay jate hai.

(Blog kya hai in hindi)

blog ka matlab hae ek trah ki personal website.
jispar aap kisi bhi ek bisay par ya fhir alag alag bisyon par article likh sakte hai.

agar aap kisi bisay main ruchi rakhte hain,ya aapko kisi topic ki bahut achi knowledge hai toa aap apni jankari ko puri duniya tak blog k madyam se badi hi asani se pahuncha sakte hai.
aap apna blog kisi bhi topic par likh sakte hai.

jaise fashion, junral knowledge,cooking, news, comedy,tutorials, since and technology, ityadi.

blog kya hota hai,agar mae short cut mae kahun toa aap yeh maankar chaliye k blog ek book ki trah hai.

(Blog,blogger, blogging kya hai in hindi)

Internet se paise kaise kamay

Amazon se paise kaise kamay

aap apni ek site banakar jo bhi likhenge bho blog kahlata hai.
jo site par article likh raha hota hai bho blogger kahlata hai.

aur site par jub koi bhi article likh rahe hote hain,toa bho blogging kahalata hai.

aapke blog mae likhe hua post video,photo, ya text k roop mae ho sakte hai.

(Blog khahan se banay)

asi bahut si websites hain jinki madad se aap bilkul free blog bana sakte hai, bho bhi life time k liye.

kuch platform k naam niche diye hain jinpar jakar aap apni ek website bana sakte hai.

     1: Blogger
     2: WordPress
     3: Tumble
     4: Jekyll
     5: Svbtle
     6: Weebly
     7: Livejournal
     8: Medium
     9: Contentful
     10: Postach.io
     11: Ghost
     12: Pen.io

aajkal subse jayda blog k liye istemaal hone bali site Blogger.com ya WordPress.com hi hai.

ye dono hi site bilkul free mae aapko life time k liye blog banane ki anumati deti hain.

bus 1 minute mae hi aap in dono site par apna ek blog bana sakte hai,aur agle hi minute mae blogging start kar sakte hain.

(Blog banane k liye kya chahiye)

     requirements:-
     1: Computer ya laptop
     2: Email account
     3: Internet connection

Email account kaise banay

aap blog ko apne android mobile phone par bhi bana sakte hai, lekin mobile phone par blog mae hone bali bahut si setting ko kar pana muskil hai.

isliye aapke pass blog ki puri setting karne k liye computer ya laptop ka hona bahut jaroori hai.

jisse ki aap apne blog ko ache se customize kar sake.

blog create karne k liye aapke pass ek email account hona bhi jaroori hai.

(Blog se paise kaise kama sakte hai?)

aaj k samay mae blog banakar log har mahine lakhon rupay kama rahe hain.

lekin esa bilkul nahi hai k aaj aapne apna blog banaya aur kal se aapki income hone lag padegi.

paisa kamane k liye har jagah mahnat karni padti hai.

chahe bho blog se bahar ki duniya mae karni pade chahe blog mae magar har jagah mahnat karni padti hai.

aur jo log jeevan mae prishram karte hain unhe uska fhall jaroor milta hai.

(Blog par kya na Karen)

agar blog se paise kamana chate hain toa yeh kaam kabhi na Karen.

Note 1: blog banakar uspar apne khud k likhe hua content ko hi dale,kisi k content ko kbhi bhi copy na kre.

Note 2: kisi ki website se images download kar apne blog par na dale.

Note 3: apne blog par sex se related content na dale.

Note 4: kisi bhi galat davai k bare mae content na dale.

Note 5: kisi dusari website k music aur video ko apne blog par upload na kre.

Google account kaise banate hai

YouTube channel kaise banate hai

Facebook account kaise banate hai

(Blog se paise kaise kamay in hindi)

jaisa ki maine bataya blog banakar log aajkal har mahine lakhon rupay kama rahe hain.

aap bhi jaroor kama sakte hai.
blog banakr aap ushpar 20 se 30 ache se ache content bali post likhiye.
apne blog par sare jaroori page jaise contact us,sitemap,about us,pages banaiye.

apne blog ka search engine optimization (SEO) kariye.
apne blog ko Google aur bing k search console (webmaster tools) mae submit kariye.

aur apne blog par 1,000 se 2,000 tak  daily ka traffic laiye.

uske baad  apne blog ko Google AdSense k liye apply kariye.

Google AdSense ki teem aapke blog ko review karegi agar unko sub kuch thik laga toa aapke blog ko AdSense ki ads k liye approved kar degi.

fhir aap apne blog par Google AdSense ki ads laga sakte hai.

jub koi aapki post ko padd raha hoga toa bho ads show hongi.

aur unpar hone bale har click k aapko paise milenge.

aap apni blog par hone bali income ko live apne Google AdSense k account par jakar kabhi bhi dekh sakte hai.

toa yeh thi friend blog se judi jankari asha karta hoon k aapko yeh post pasand ayi hogi, agar pasand ayi hae toa ish post ko apne Friend's k sath share kariye,aur kyakraen.com ko follow kariye.ThankYou.

Older Posts Home

Translate

Blog Archive