YouTube par channel kaise banate hai

Aaj hum ish post mein janenge k youtube multiple chanel kese create karte hain.apki ek email id se.

YouTube multiple channel kaise banate hai puri jankari step by step

 YouTube chanel

YouTube par multiple channel 2 tarike se bana sakte hain.
Simple ek hamari jo gmail id hoti hai humein usse youtube par login karna hota hai.

Agar apki gmail id nahi hae toa aap pahle ise padiye=Gmail account puri jankari step by step Login karke hamari jo google plus ki profile hoti hae uska jo naam hota hae usi naam se hamara youtube chanel ban jata hae.

Google account banane k liye yahan par click kariye=Google account kese banate hain puri jankari hindi main
Likin agar apko apna youtube ka chanel kisi aur naam se banana ho toa bho bhi bana sakte hain.
Aaj mein apko usi k bare mein batunga.

Yeh bahoat hi asan hae,bus mere yeh step follow kariye aur apka ek aur youtube chanel ban jaega.

Youtube multiple chanel 

(1)=google account mein sign in kariye.

(2)=ab yahan par click kariye=channel_switcher

 Ab aap dekhenge k apke samne esa ek forum aa gya hae,ise hi bharna hae apko.

(3)=ab create a new chanel par click kariye.

(4)name your chanel=apne chanel ka jo bhi naam rakhna chate hain yahan par likhiye.

(5)select a category=yahan par aap dekhenge k apke samne Kuch categories hein,apka chanel jis category se milta ho use select kariye,agar koi category apke chanel se match na karti ho toa other ko select kariye.

(6)finished=ab finished par click kariye.

Finished par click karte hi aapka new YouTube channel create ho chuka hae.
Upar aap meri image mein dekh sakte hain k google plus k naam ka youtube chanel alag hae aur youtube multiple chanel alag naam se hae.
Dono hi chanel ek hi Gmail id se challenge.

Ase hi aap ek hi gmail id se anek chanel bana sakte hain.Ab aap Jan chuke hein k youtube multiple chanel kese banate hain ek gmail id se.ab apki bari hae humein batane ki k apko yeh post kesi lagi,jaroor comment karen aur ish post ko share karen aur like karen.ThankYou.

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive