Search Here ...

Showing posts with label LPG Gas. Show all posts
Showing posts with label LPG Gas. Show all posts

Google Pay se LPG Gas Cylinder Book Kaise Kare || Gas Booking on Google Pay

Google Pay Se LPG Gas Cylinder Booking Kaise karen.lpg gas payment receipt download kaise kare.google pay se bharat gas cylinder booking kaise kare.google pay se indane gas cylinder book kaise kare.google pay se hp gas cylinder book kaise kare.agar aap apne mobile phone se apne ghar ke lpg gas cylinder ko book karna chahte hai,toa aap google pay application me asani se kar sakte hai.ishki puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.

How to book lpg gas cylinder on Google Pay and payment receipt download hindi


LPG GAS

lpg ki full form hai Liquefied Petroleum Gas.lpg gas ek asi gas hai jishka sabse jayada use kiya jata hai.

● LPG Cylinder Book on Phonepe

Kuch time pahle tak LPG Gas ki booking karna thoda muskil hota tha.but aub esa nahi hai aub aap mobile phone se only one click se apne ghar ke lpg gas cylinder ki booking kar sakte hai.chahe aapke ghar me HP ka gas cylinder ho,Bharat ka ya fhir Indane ka gas cylinder ho.aap apne mobile phone se inme se kisi bhi gas cylinder ki booking kar sakte hai.booking ke sath hi aap cylinder ki payment bhi phonepe se hi kar sakte hain.

Google Pay se LPG GAS Cylinder Booking Kaise Karte Hain,ishke liye niche bataye tarike ko follow kariye.

● Gas Booking on WhatsApp


Google Pay se LPG Gas Booking aur Payment Kaise Kare


No.1 : Google Pay Application se hp gas cylinder ya bharat gas cylinder aur indane gas cylinder booking karne ke sabse pahle aapko apne mobile phone me phonepe app ko download karna hoga.phonepe app download karne ke liye yahan click kare : Download Google Pay

Google pay se new payment kaise kare.aur receipt download kaise kare.
Google Pay
No.2 : Application open hone ke baad New Payment ke option par tab kare.

No.3 : Aub yahan Bill Payments par tab kare.

● Best mobile photography

No.4 : Aub yahan LPG cylinder booking ke option par tab kare.

No.5 : Aub yahan aapko in 3 me se apni gas cylinder ki company ko select karna hai.

   Bharat Gas
   HP Gas
   Indane Gas (Indian Oil)



Google Pay se Bharat Gas Cylinder Book aur Payment kaise karen


No.6 : Bharat Gas Booking ke liye Bharat Gas par tab karke Get started par click kare.

● Open jan dhan account online 

No.7 :
Cylinder book karne ke liye aap Ragistered Contact Number / LPG ID ke option me bharat gas connection se ragistered apna mobile number ya LPG ID number enter kare.Account name me naam likhna chahe toa likh sakte hai.aur blue arrow par click kare.

No.8 : Aub yahan Review account information aap apne gas connection ki information dekh sakte hai.check karne ke baad niche Link account par click kare.

● Mobile charging solutions

No.9 : Aub yahan bharat gas cylinder ka price likha hoga.agar aap book karna chahte hai toa Pay bill par tab karke upi pin enter kare aur payment kar de.


Google Pay se HP Gas Cylinder Book aur Payment Kaise Kare


No.10 : HP Gas Cylinder Booking ke liye HP Gas par tab kare.

No.11 : Cylinder book karne ke liye aap Ragistered Contact Number / LPG ID ke option me bharat gas connection se ragistered apna mobile number ya 17 digits ki LPG ID ke last ke 16 digits enter kare.
Account name me naam likhna chahe toa likh sakte hai.aub blue arrow par click kare.

No.12 : Aub yahan aap Review account information me apne gas connection ki information dekh sakte hai.check karne ke baad niche Link account par click kare.

● Electricity bill download on WhatsApp

No.13 :
Aub yahan HP gas cylinder ka price likha hoga.agar aap book karna chahte hai toa Pay bill par tab karke upi pin enter kare aur payment kar de.

Google Pay se Indane Gas (Indian Oil) Cylinder Book aur Payment Kaise Kare


No.14 : Indane Gas Cylinder Booking ke liye Indane Gas (Indian Gas) par tab kare.

● LPG subsidy check online

No.15 :
Cylinder book karne ke liye aap Ragistered Contact Number / LPG ID ke option me bharat gas connection se ragistered apna mobile number ya 17 digits ki LPG ID ke last ke 16 digits enter kare.
Account name me naam likhna chahe toa likh sakte hai.aub blue arrow par click kare.

No.16 : Aub yahan aap Review account information me apne gas connection ki information dekh sakte hai.check karne ke baad niche Link account par click kare.

● Google Pay Ragisteretion

No.17 :
Aub yahan Indane Gas Cylinder ka price likha hoga.agar aap book karna chahte hai toa Pay bill par tab karke upi pin enter kare aur payment kar de.

Google Pay se LPG Cylinder ksise book karte hain aur reward kaise lete hain,ishki puri jankari ke liye aap yeh video dekhiye. 


NOTE : Payment hone ke baad aap receipt download kar sakte hai.raceipt aapke google pay se link email par bhi mail kar di jati hai.

Toa friends aap ish tarah se aap apne mobile phone me PhonePe apk se LPG Gas Cylinder Book kar sakte hai.i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi,agar pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath share kare.aur humain www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.

Phonepe se gas booking kaise kare || bharat gas booking on phonepe || indane gas booking on phonepe || hp gas booking on phonepe

LPG gas booking on phonepe app.lpg gas payment receipt download kaise kare.bharat gas cylinder booking on phonepe.indane gas cylinder booking on phonepe.hp gas cylinder booking on phonepe.agar aap apne mobile phone se apne ghar ke lpg gas cylinder ko book karna chahte hai,toa aap phonepe application me asani se kar sakte hai.ishki puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.

Phonepe app se hp gas cylinder bharat gas cylinder indane gas cylinder booking kaise kare aur receipt download kaise kare

LPG GAS

lpg ki full form hai Liquefied Petroleum Gas.lpg gas ek asi gas hai jishka sabse jayada use kiya jata hai.

● Gas booking on WhatsApp

Kuch time pahle tak LPG Gas ki booking karna thoda muskil hota tha.but aub esa nahi hai aub aap mobile phone se only one click se apne ghar ke lpg gas cylinder ki booking kar sakte hai.chahe aapke ghar me HP ka gas cylinder ho,Bharat ka ya fhir Indane ka gas cylinder ho.aap apne mobile phone se inme se kisi bhi gas cylinder ki booking kar sakte hai.booking ke sath hi aap cylinder ki payment bhi phonepe se hi kar sakte hain.

● LIC premium payment by phonepe

Phonepe se LPG GAS booking kaise karte hain,ishke liye niche bataye tarike ko follow kariye.

Phonepe se lpg gas booking kaise kare


No.1 : Phonepe se hp gas cylinder ya bharat gas cylinder aur indane gas cylinder booking karne ke sabse pahle aapko apne mobile phone me phonepe app ko download karna hoga.phonepe app download karne ke liye yahan click kare : PhonePe Download

Bharat gas cylinder hp gas cylinder Indian gas cylinder booking on phonepe
Gas CylinderBooking

No.2 : Application open hone ke baad Book A Cylinder ke option par tab kare.

No.3 : Aub yahan aapko 3 company ke naam show honge.

   Bharat Gas
   HP Gas
   Indane Gas (Indian Oil)


Phonepe se Bharat Gas Booking kaise kare


No.4 : Bharat Gas Booking ke liye Bharat Gas par tab kare.yahan aap VIEW SAMPLE BILL par tab karke bill ka sample dekh sakte hai.

● Check lpg gas subsidy online

No.5 : Cylinder book karne ke liye Ragistered Contact Number / LPG ID ke option me aap apna LPG ID number enter karke CONFIRM par click kare.

No.6 : Aub yahan aapke cylinder ka price show ho jayega.aap BHIM UPI se DEBIT CARD se ya CREDIT CARD se cylinder ki payment kar sakte hai.aur receipt bhi yahin se download kar sakte hai.

Phonepe se HP Gas Booking Kaise Kare


No.7 : HP Gas Cylinderk Booking ke liye HP Gas par tab kare.

● Google tez se paise kaise kamaye

No.8 :
Aub yahan aapko apna State select karna hai.state select karke niche Select District par tab kare.jo bhi aapka district hai bho select karke Continue par click kare.

No.9 : Aub yahan aapke sare distributor show hone lagenge.aapka jo bhi distributor hai ushpar tab kare.

No.10 : VIEW SAMPLE BILL par tab karke aap sample dekh sakte hai. cylinder book karne ke liye apna Consumer Number enter karke CONFIRM par click kare.

● Top 10 Battery tips for mobile

No.11 :
Aub yahan aapke cylinder ka price show ho jayega.aap BHIM UPI se DEBIT CARD se ya CREDIT CARD se cylinder ki payment kar sakte hai.

Phonepe se Indane Gas Booking Kaise Kare


No.12 : Indane Gas Cylinder Booking ke liye Indane Gas ( Indian Oil) par tab kare.

No.13 : VIEW SAMPLE BILL par tab karke aap bill ka sample dekh sakte hai.Cylinder book karne ke liye Ragistered Contact Number / LPG ID ke option me aap apne LPG ID ke last 16number enter kareke CONFIRM par click kare.

● Online earning ke 5 tarike

No.14 :
Aub yahan aapke cylinder ka price show ho jayega.aap BHIM UPI se DEBIT CARD se ya CREDIT CARD se cylinder ki payment kar sakte hai.

Phonepe se gas cylinder booking payment aur receipt download kaise kare,ish puri jankari ke liye yeh video dekhiye.



Toa friends aap ish tarah se aap apne mobile phone me PhonePe apk se LPG Gas Cylinder Book kar sakte hai.i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi,agar pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath share kare.aur humain www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.

Whatsapp se gas booking kaise kare || bharat gas booking on whatsapp || indane gas booking on whatsapp || hp gas booking on whatsapp

LPG Gas Booking on WhatsApp.Bharat Gas Cylinder Booking on WhatsApp.Indane Gas Cylinder Booking on whatsapp.HP Gas Cylinder Nooking on whatsapp.agar aap apne mobile phone se apne ghar ke lpg gas cylinder ko book karna chahte hai,toa aub aap asani se kar sakte hai.ishki puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.

WhatsApp se HP LPG Gas Booking kaise kare. WhatsApp se Bharat Petroleum LPG Gas Booking kaise. WhatsApp se Indane LPG Gas Booking kaise kare.

LPG GAS

lpg ki full form hai Liquefied Petroleum Gas.lpg gas ek asi gas hai jishka sabse jayada use kiya jata hai.

Kuch time pahle tak LPG Gas ki booking karna thoda muskil hota tha.but aub esa nahi hai aub aap apne whatsapp se only one click se apne ghar ke lpg gas cylinder ki booking kar sakte hai.chahe aapke ghar me HP ka gas cylinder ho,Bharat ka ya fhir Indane ka gas cylinder ho.aap apne WhatsApp se inme se kisi bhi gas cylinder ki booking kar sakte hai.
WhatsApp se LPG GAS booking kaise karte hai,ishke liye niche bataye tarike ko follow kariye.

WhatsApp se HP Gas Booking kaise kare

No.1 : WhatsApp se HP Gas Book karne ke liye apne hp gas connection ke sath ragister mobile number bale whatsapp ke new contact bale option me jaye.

● Facebook secret tricks
● WhatsApp fingerprint lock

No.2 : Aub yahan Name bale option me koi bhi naam type kare.aap chahe toa HP likh sakte hai.

No.3 : Phone bale option me 9222201122 type karke upar SAVE par tab kare.

No.4 : Aub Massage +919222201122 par tab kare.aub aapke samne ishki WhatsApp chanting opne ho jayegi.

● WhatsApp secrets features
● Electricity bill on WhatsApp

No.5 : Aub niche Type a mess... me HP Gas Book likhkar bhej de.

No.6 : Aub dusari side se aapse pucha jayega ke kya aapko cylinder book karna hai.aap YES likhkar se send kar de.aapka HP gas cylinder book ho jayega.aur 2 to 3 days me aapke ghar par pahunch jayega.

WhatsApp se Indane Gas Booking kaise kare

No.7 : WhatsApp se indane Gas Book karne ke liye apne indane gas connection ke sath ragister mobile number bale whatsapp ke new contact bale option me jaye.

● YouTube tools for creators
● WhatsApp status

No.8 : Aub yahan Name bale option me koi bhi naam type kare.aap chahe toa Indane likh sakte hai.

No.9 : Phone bale option me 7588888824 type karke upar SAVE par tab kare.

No.10 : Aub Massage +917588888824 par tab kare.aub aapke samne ishki WhatsApp chanting opne ho jayegi.

No.11 : Aub niche Type a mess... me Refill likhkar bhej de.

● WhatsApp data
● LPG Gas Subsidy

No.12 : Aub dusari side se aapke pass ek request submitted ka massage ayega.aur fhir aapka order confirm ho jayega.agle massage me aapka Order Number Consumer Number Ref No. hoga.aur 2 to 3 days me aapka cylinder aapke ghar par pahunch jayega.

WhatsApp se Bharat Gas Booking kaise kare

No.13 : WhatsApp se Bharat Petroleum Gas Book karne ke liye apne bharat gas connection ke sath ragister mobile number bale whatsapp ke new contact bale option me jaye.

● Dangerous WhatsApp chat

No.14 : Aub yahan Name bale option me koi bhi naam type kare.aap chahe toa Bharat likh sakte hai.

No.15 : Phone bale option me 1800224344 type karke upar SAVE par tab kare.

● WhatsApp tips and tricks
● WhatsApp money transfer

No.16 : Aub Massage +911800224344 par tab kare.aub aapke samne ishki WhatsApp chanting opne ho jayegi.

No.17 : Aub niche Type a mess... me Hi likhkar bhej de.

No.18 : Aub dusari side se aapse cylinder book karne ke 1 type karke send karne ko kaha jayega.aap 1 type karke send kar de.aapki booking confirm ho jayegi.aapko next massage me aapka booking no. aur Consumer no. bhej diya jayega.
No.19 : Aur ek link bhi diya hoga jishpar click karke aap apni booking confirm kar sakte hai.aur online payment credit card/debit card/UPI/rupay card se kar sakte hai.

Toa friends aap ish tarah se apne whatsapp se LPG Gas Cylinder Booking ko kar sakte hai.i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi,agar pasand ayi hai toa humain www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.

LPG gas subsidy kaise check kare | dbtl scheme | How to complaint Lpg cylinder

Hello friends,
dbtl scheme ki pahal karke bharat sarkar ne LPG cylinder ki subsidy direct upbhokta ke bank account me transfer karne ka faishla kiya tha.magar kuch logon ko gas ki subsidy unke account me mili aur kuch logon ko nahi mili.agar aapki bhi LPG gas ki subsidy aapke bank me aub tak nahi ayi aur aap jankari chahte hai ke ishki kaise complaint karni hai.toa padte rahiye ish post ko akhir tak.

Bharat ki pahal.bharat gas id.dbtl scheme kya hai.LPG complaint kaise kare.


(dbtl scheme)

Aap yeh toa jante hi honge ke bharat sarkar nagrikon ko gas connection par subsidy de rahi hai.ish scheme ka naam government ne gas dbtl rakha hai.ishka pura matlab (Direct Benefit Transfers for LPG) hoti hai.

Android secret setting 
Android secret coad 
Top 5 Android Apps 
WhatsApp chat locker
Google Search History 

Ish scheme ke jariye govt.LPG gas connections ki pahunch ko sab logon tak pahunchana chahti hai.halanki kuch logon ko ishke bare me jankari hi nahi hai.ke unke bank account me subsidy arahi hai ya nahi.aur logon ko yeh bhi pata nahi hota hai,ke LPG subsidy ka status kaise check kar sakte hai.aur ishi bbajah se kai baar logon ki subsidy kisi aur ke bank account me pahunch jati hai.aur unko kuch bhi pata nahi chal pata.

Lic policy online kaise check kare 
Bina internet website kaise open kare 
Computer keyboard shortcuts 

Agar aap bhi LPG gas ke upbhokta hai,aur jankari chahte hai,ki aapke bank account me kitni aur kab-kab subsidy ayi ai aapki.toa aap yeh sab kuch apne ghar par baith kar hi check kar sakte hai.aur check karne ke baad aapko pata chalta hai,ki aapki subsidy galat account me ja rahi hai,toa aap ushki complaint bhi kar sakte hai.

Toa chaliye pahle jaan lete hai,ke LPG gas ki subsidy ka status kaise check karte hai.bus aap niche diye gye step ko follow kariye.

(How To Check LPG Gas Subsidy In Hindi)

Yahan hum aapko batane ja rahe hai,Ghar par baith kar hi LPG gas ki subsidy ka pata karne ka aasan tarika.

Step 1 = Sabse pahle aapko www.mylpg.in ki site par jana hoga.yahan aapko 3 gas ki company ke naam milenge.aub ishme se aal jis company ke costumer hai,ush par click kare.

Step 2 = Click karte hi 1 new page opne hoga.aub aapko ishme apna LPG id aur register mobile number bharna hoga.

Step 3 = LPG id dalne ke baad aapko aapki subsidy ki puri jankari yahan par mil jayegi.ishme aub aap dekh sakte hai,ke aapke account me kab-kab aur kitni baar subsidy ke paise dale gye hai.

Facebook fake account ki report kaise kare 
YouTube se paise kaise kamaye
Google adsense account kaise banaye 

(LPG Gas Ki Complaint Kaise Kare)


Note : Aub agar aapko lagta hai,ke aapke subsidy ke paise aapke bank account me nahi aye hai,toa aap apni sikayat ko bhi darj karba sakte hai.sikayat hi aap online feedback option me apna feedback bhi de sakte hai.

Step 1 = Agar aapko lag raha hai,ke aapke bank account se aapke LPG account ko link nahi kiya gya hai,toa aap LPG distibuter distibuter centre jakar confirm kar sakte hai.yani puri jankari le sakte hai.

Step 2 = Kai baar esa bhi hota hai,ke subsidy galat account me transfer kar di jati hai,ase me aap apna sahi account number dekar apni subsidy ko apne bank account me transfer karba sakte hai.

Step 3 = Ishke alaba aap bank me bhi iayi subsidy ka pata kar sakte hai.

Step 4 = Yeh toa hai online aur offline tarike,ishke alaba aap tollfree number 18002333555par call karke complaint bhi kar sakte hai.

Toa yeh thi jankari ke kis tarah se aap gas ki subsidy ka status check kar sakte hai.aur complaint kar sakte hai.agar aapko yeh post pasand ayi ho toa ishe apne friends aur family members ke sath share kare.aur humain humari website www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.


Ishe bhi padiye = Aadhar card ki jankari lock aur unlock kaise kare


Older Posts Home

Translate

Blog Archive