Facebook 5 secret tricks in hindi

Facebook ke 5 best secret tricks.agar aap bhi ek facebook user hai yani aapka bhi koi facebook account hai,toa aapko facebook ke kuch secret features ke bare me jankari honi hi chahiye,ish post me hum aapko facebook ke 5 secrets tricks ke bare me bata rahe hai.

5 facebook ke best secret tricks ki jankari step by step hindi me.

Facebook secret features

Aaj ke time me sayad hi koi esa insaan ho jishke pass smartphone ho aur bho facebook use na karta ho,aap bhi jaroor karte honge,kyunki facebook pure world me sabse jayda popular platform hai,pure world me facebook ke croreo users hai.facebook ki popular hone ki ek bajah yeh bhi hai ke ushme time to time new features update hote rahte hai,jinse users ko kafji help milti hai,aur unka facebook use karne ka experience bui behtar hota hai.

Aap bhi facebook ke bahot sare features ke bare me jante honge,aur unke use bhi karte honge.agar aap facebook ke sare secrets features ke bare nahi jante toa ishka matlab hai ke aap puri tarah se facebook ka fayda nahi uthate.toa chaliye koi baat nahi agar aap facebook ke kuch best tricks ke bare me nahi jante toa aub ish post ko pura read karne ke baad aap bhi facebook ke expert ban jayenge.toa chaliye jante hai facebook ke 5 secrets tricks ke bare me.

● WhatsApp messenger fingerprint lock kaise lagaye

Facebook 5 Secrets Tricks

Tricks No.1 Hide Your Facebook Online Status

Facebook online status ko lekar facebook me ek khaas feature diya gya hai,aap ish feature ki help se kuch apne pasand ke logon ke liye apne online status ko block karne ke sath hi unke massages ko bhi block kar sakte hai.
ish feature ka use karne ke liye sabse pahle aapko setting me diye gye blocking option me jana hai.aub yahan aapko block user ka section dikhai dega,aub yahan aapko ush user ka naam type karna hai jishe aap block karna chahte hai,ish list me aap jin bhi users ko samil karenge bho aapko na toa kabhi massage kar payenge aur na hi apko app ya game ki request send kar sakenge.

● Facebook fake account kaise pata kare

Tricks No.2 Closed Your Facebook Massage Seen

Facebook par apne friend ke sath chatting karte time agar aap chahte hai ki bho yeh na dekh paye ke aapne ushka send kiya hua massage read kar liya hai ya nahi,toa aap ish feature ka use karke esa kar sakte hai.aap ish feature ki help se kisi bhi ane bale massage ko read karne ke baad ushke seen ko close kar sakte hai.
ish feature ka use karne ke liye aapko Unseen for Facebook Chrome Extension Download karna hoga.ishke install hone ke baad browser toolbar me diye gye messenger icon par tab karke ushe on ka de.

● Mobile se paise kaise kamaye

Tricks No.3 Download Your Facebook Data
Facebook apne users ko pura data download karne ki facility bhi deta hai.aapko bata de ke ishme facebook par aapke dwara ki gyi sari activity ki detail bhi samil hai.
Aapko facebook data download karne ke liye sabse pahle setting me jana hoga,yahan aapko Your Facebook Information ka option mil jayega.ishpar click karne ke baad aapko Download Your Information ka option dikh jayega.aapko bata de ke yahan se aap apne facebook ki puri details ko download kar sakte hai.

● Facebook, WhatsApp profile par full size pic upload kaise kare

Tricks No.4 Closed Your Facebook Birthday Notification

Facebook ke ane ke baad apne friends aur family members ke birthday ko yaad rakhna asaan ho gya,facebook humen har din morning me notification bhejkar bata deta hai ke aaj humare kish facebook friend ka happy wala birthday hai.halanki inme se kai aapke family members hai jinhe aapne friend list me add kiya hota hai,aur kai aapke facebook friends toa hote hai but bho family members nahi hote.toa agar aapke bhi esa facebook friends ki bharmaar hai jinhe aap personali nahi jante,toa yeh feature aapke liye bahot important hai.
Ish feature ke liye aapko setting me diye gye notification option me jana hoga,bahan birthday notification ko off karna hoga.aapko yahan par bata de ke facebook me yeh feature by default on hota hai.

● Internet se paise kaise kamaye

Tricks No.5 Closed App Invites And Game Request

Agar aap facebook ka regular use karte hai toa aapko pata hi hoga,ke facebook me daily kai app invite and game request ate rahte hai.agar aap bhi in invests aur game request se paresan ho chuke hai,toa aap ishe asani se block kar sakte hai.
Ishke liye aapko setting me jana hoga,bahan blocking ke option par click kar de.yahan aapko scroll karne ke baad block app invites ka option mil jayega.

Toa friend aub aap facebook ke 5 secrets tricks ke bare me jaan chuke hai.I hope friend yeh post aapke liye jaroor helpful rahi hogi,agar rahi hai toa ishe apne friends ke sath WhatsApp Facebook aur Twitter par share kare.aur humain humari www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.

Ishe bhi padiye : Aadhaar card lock and unlock kaise kare

1 comment:

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive