Search Here ...

Showing posts with label Dabit Card. Show all posts
Showing posts with label Dabit Card. Show all posts

Aadhar Card se upi id Kaise Banaye || upi with aadhaar otp

aadhar card se upi id kaise banaye 2022.upi with aadhaar otp.aadhar card se upi registration kaise kare.aaj ish post me hum sikhne bale hain ke bina debit card aadhar card se upi registration karke upi pin kaise karte hain.

Aadhar Card se UPI Id Kaise Banaye


UPI with Aadhar otp


Aaj bhi bahot se logon ke pass atm/debit card nahi hai yahi karan hai ke bho unified payments interface (UPI) ka use toa karna chahte hain par upi registration nahi kar pate.yadi aap bhi ase logon me se hain toa aapke liye yeh post bahot important hain.

Aub ase log jinke pass debit card nahi hai unke liye National Payments Corporation of India (NPCI) ke aur se bahot badi good news hai.aub aap bina debit card ke aadhar otp ki help se upi registration kar sakte hain.

Aadhar Card to Voter Card Link Online

Aadhar Card se upi registration karne ke liye aapke bank account ke sath aapka aadhar card link hona jaroori hai.
Aadhar otp se upi pin kaise banaye puri jankari ke liye niche diye process ko follow kare.

Aadhar Card se UPI Registration kaise kare

No.1 : Aadhar Card se upi registration karne ke liye sabse pahle aapko apne smartphone me BHIM App version 2.9.6 download ya update karni hogi.

No.2 : BHIM App Latest Version me apne smartphone open kare.

Aadhar Card status kaise check kare

No.3 : BHIM App opne hone ke baad aapko ishe apne mobile number se verify kare.

No.4 : Mobile Number verifi hone ke baad aapko bhim app me apna bho bala bank select karna hai jishme aapka account open hai.

No.5 : Aub aapko bhim app ke home page par upar aapka bank ka naam aur niche account number show hoga ishpar click kare.

Aadhar Card address change online

No.6 : Bank Accounts ke page par aapko new upi pin create karni hai ya FORGOT UPI PIN ka option dikhai dega ushe open kare.

No.7 : Aub aapko yahan upi pin create karne ke liye 2 option milenge.

  1 Debit Card

  2 Aadhar Card


No.8 : Aub aapko yahan se Aadhar Number bala option select karna hai.

No.9 : Aub aapko apne aadhar card ke last 4 digits number type karne hai.

Aadhar Card date of birth change

No.10 : Aub aapke register mobile number par ek one time password (OTP) send kiya jayega.

No.11 : OTP Enter karne ke baad aapse new upi pin create karne ko kaha jayega.aap apni marji ki kii bhi upi pin set kar le.

Toa friend ish tarah se aap bina debit card ke aadhar otp ki help se upi registration karke upi pin create kar sakte hain.i hpoe yeh post aapke jaroor helpful rahi hogi.ish post ko apne friends ke sath share jaroor kare.Thankyou.

Bina Dabit Card Ke EMI Par Shopping Kaise Kare

Hello friends,
Amazon Pay EMI aur Flipkart Debit card EMI ki services ka use karke aap bina Dabit,Credit card ke online shopping kar sakte hai. 
Aajkal log offline ki hi tarah online bhi kafi shopping karte hai.par jayada logon ke sath online shopping karne me jo sabse badi paresani ati hai,bho yeh ke unke pass na toa kisi bank ka debit card hota hai,aur na hi creditcard. Aur unhe EMI par saman kharidna hota hai.ase me bho EMI par shopping nahi kar pate.magar aaj hum aapko batane bale hai,ke kaise aub aap bina debit ya credit cards ke bhi EMI par shopping kar sakte hai.puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.



(Without Debit,Credit Card Ke Online shopping kaise kare)

World ki sabse badi e-commerce company Amazon ne apna ek new Amazon Pay EMI launch kiya hai.
Yeh feature un logon ko dyan me rakhkar launch kiya gya hai,jinke pass online shopping karne ke liye kisi bhi bank ka debit card ya credit card nahi hota.
Aur bho log EMI par koi saman nahi khrid pate.
Lekin aub ish feature ke ane ke baad bho log bina kisi paresani ke kisi bhi product ko EMI par khrid sakenge.
Amazon ki ish sarvice ka sidha sidha Flipkart Dabit Card EMI se mukabla hai.
Amazon ki ish service ke jariye bhi aap bina kisi bhi bank ke Debit ya credit cards ke EMI par shopping kar sakte hai.

Reliance jio new updates 
Bina password ke phone unlocked kaise kare
 ●WhatsApp ka data google drive se delete kaise kare

Toa agar aapke pass bhi kii tarah ka koi Debit ya credit cards nahi aur aap EMI par kuch bhi shopping karna chahte hai,toa badi hi asani se kar sakte hai.
Toa chaliye jaan lete hai ke kis service ka aapko ishtemal karna hai,aur kaise karna hai.aur ishke aapko kya kya fayede honge.

(Bina Debit,Credit Card Facility)

Agar aap bina Debit,Credit card khriddari karna chahte hai,toa aapko Amazon par Amazon  Pay EMI ka feature milta hai.
Bahin agar baat kare flipkart ki toa bahan aapko Flipkart  Debit card EMI naam ka feature milta hai.

Phone hai bimariyon ka ghar
Aadhar card ki jankari lock kaise kare

(Amazon Pay EMI Ki Limit)


e-commerce company Amazon Pay EMI ki madad se aap 8,000 rupay tak ki sabse kam se kam khariddari kar sakte hai.
Aur jayda 60,000 rupay tak ki sabse adhik khriddari kar sakte hai.

(Flipkart Debit Card EMI ki Limit)

Flipkart Debit Card EMI aapke bank par tay karta hai.ke aap sabse kam kimat bale product ko EMI par kharid sakte hai.bahin agar baat kare sabse jayada khriddari ki toa aap 100,000 rupay tak ki sabse jayada EMI par khariddari kar sakte hai.

Mobile secrets settings 
Lic online check kaise kare

(Amazon Pay EMI Bank Name)


Amazon Pay EMI ki facility in bank account par aapko milti hai.HDFC Bank,ICICI Bank,Canara Bank,Citibank aur Kotak Mahindra  Bank.

(Flipkart Debit Card EMI Bank Name)

Flipkart Debit Card EMI ki facility aapko in bank par mil jati hai.HDFC Bank,ICICI Bank,Axis Bank aur State  Bank of India (SBI).

Facebook fake accounts ki report kaise kare
YouTube se paise kaise kamaye

(EMI Ki Kist Kitane Dino Me Bharni Hogi ?)


Amazon Pay EMI aur Flipkart Debit card EMI se khariddari karne par aapko 3 se  12 Months tak ka time milta hai.yeh sab products par depend karta karta hai ki aapko kist kitne dino me bharni hai.

(Kin Platform Par Use Kar Sakte Hai ?)

Amazon Pay EMI ko abhi kuch samay pahle hi lunch kiya vya hai.ishliye abhi ish subida ka use aap keval mobile phone par hi kar sakte hai.yani ki aapko ish seva ka use karne ke liye apne mobile phone me Amazon app download karni hogi.

Bahin agar baat kare Flipkart  Debit card EMI toa ishki subida ke liye aap Flipkart app aur website dono ka hi use kar sakte hai.yani aap ishe mobile aur computer dono me use kar sakte hai.

Bina internet website kaise chalaye
Computer keyboard shortcuts 
WhatsApp tips and tricks 

(Amazon Pay EMI Ke Liye Kya Chahiye ?)


Amazon Pay EMI ka use karne ke liye aapko na toa kisi documents ki jaroorat hogi aur na hi kisi tarah ki koi prossesing fees deni hogi.

(Flipkart Debit Card EMI Ke Liye kya Chahiye ?)

Flipkart debit card EMI ke liye aapko documents dene honge.lekin yahan aapse kisi tarah ki koi prossesing fees nahi li jayegi.

Toa ish tarah se aub aap Amazon Pay EMI aur Flipkart Debit Card EMI ki services ka use karke aap bina credit card ke shopping kar sak sakte hai.
Agar aapko yeh post pasand ayi ho toa ishe apne friend aur family members ke sath jaroor share kare.aur humain humari website www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.

Ishe bhi padiye = Internet se paise kaise kamaye

Older Posts Home

Translate

Blog Archive