LIC NEFT Form Kaise Bhare || LIC LINK TO BANK ACCOUNT ONLINE

How to link bank account with lic policy.lic neft kya hota hai.lic neft mandate form kaise bhare.how to fill up lic neft form online.lic neft form submit kaise kare.lic neft form ke sath kya documents lagta hai.agar aap bhi in sare question ke answer dundh rahe hai toa aap bilkul sahi post par hai.kyunki hum aapko life insurance corporation of india policy se bank account link karne ke bare me bata rahe hai.puri jankari ke liye padte rahiye ish post ko akhir tak.

how to link lic with bank account.lic policy ke sath bank account link kaise kare.lic neft mandate form online submit.


LIC NEFT KYA HAI

NEFT (National Electronic Fund Transfer) direct bank me paise transfer karne ka tarika hai.lic se kisi bhi tarah ka paisa receive karne ke liye aapko apni lic policy ke sath apna bank account link karna hota hai.ushke baad jab bhi aapki policy se aapka koi paisa ana hota hai chahe bho money back ka ho ya aapki policy ki maturity ka ho bho direct aapke link kiye huye bank account me transfer kar diya jata hai.
lic policies se bank account link karne ke liye aapko lic neft mandate form bhar kar submit karana hota hai.

● lic premium payment online

LIC NEFT FORM ONLINE

lic neft form ko aap online download kar sakte hai.lic neft form download karne ke liye aapko google ke search box me lic neft mandate form likh kar search karna hai.sabse upar aapke samne lic neft mandate form pdf ka link show hoga ushpar click karte hi form aapke pc ,laptop ya smartphone me download ho jayega.aub aapko ish form ka print out nikal lena hai.

LIC NEFT MANDATE FORM KAISE BHARE

lic neft mandate form kaise bharte hai,ishke liye niche bataye gye tarike ko follow kare.
How to fill up lic neft mandate form online.lic link to bank account.
lic neft mandate form
Upar image me jo form dikhaya gya hai yehi hai lic mandate form.

● LIC Costumer portal login with MPIN

LIFE INSURANCE CORPORATION OF INDIA
Branch : ishme aapko apni lic ki branch ka coad likhna hai.branch coad aapko aapki lic policy ke paper par mil jayega.

● lic policy me name change kaise kare

(1) Policy No's : yahan par aapko apni ush policy ka 9digits number enter karna hai jishe aap apne bank account ke saht link karna chahte hai.aap yahan par ek baar me apni 6 policies ko bank account se link kar sakte hai.par aapko yeh yaad rakhna hai ke yeh 6 policies aapki hi honi chahiye.

name of policy holder claimant : ishme aapko policy holder ka naam likhna hai.

● Fixed Deposit ke fayde

(2) Bank Name : ishme aapko ush bank ka naam likhna hai jishe aap pllicy ke sath link karna chahte hai.

(3) Bank Branch Address : ishme bank ki branch ka address likhe.

● lic premium calculator

(4) Account Type : Saving/Current/Cash Credit/NRI ishme se aapka bank account jish bhi type ka hai bho likhe.yani saving account hai toa saving account likhe.current account hai toa current account likhe.

(5) Account Number : ishme aapko apna bank account number likhna hai.

● lic online kaise check kare

(6) IFSC Coad : ishme aapko apni branch ka ifsc coad likhna hai.ifsc coad aapki bank passbook ke front page par likha hota hai.

(7) Mobile Number : ishme apna lic policy ke sath ragister mobile number likhe.

● lic receipt download online kaise kare

(8 ) E-Mail Id : ishme apna email id likhe.

(9) aub yahan aapko Yes and no ke 2 option milenge.yadi aap Chahte ke aapki policy se related lic aapko SMS ya E-mail send kiya kare,toa Yes par tick mark lagaye.agar nahi chahte hai toa no par tick mark lagaye.

● lic status check kaise kare

A. agar aap ish form ke sath cancelled cheque laga rahe hai toa ishke samne right ka mark lagaye.

● Cancelled cheque kya hota hai

B. yadi bank ki passbook ki photocopy laga rahe hai toa ishke samne right ka mark lagaye.

Signature of the policy holder - ishke upar apna signature kare.

● Internet se paise kaise kamaye

Date : ishme aapko bho date likhni hai jish date ko aap ish form ko lic me submit karne ja rahe hai.

LIC LINK TO BANK ACCOUNT DOCUMENTS REQUIRED

lic neft form ko bharne ke baad aapko ishke sath niche batye documents me se koi bhi 1 ki photocopy lagani hogi.

   AADHAAR CARD
   PAN CARD
   PASSPORT


Ish puri jankari ke liye aap yeh video bhi dekh sakte hai


Toa friends aub aap samjh chuke hai ke lic neft form kaise bhara jata hai.i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi.agar pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath WhatsApp Facebook aur Tweeter par share kare.aur humain www.kyakraencom par follow kare.Thankyou.

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive