itr1 itr itr3 itr4 kya hai | what is itr1 itr2 itr3 itr4 ?

As we all know income tax sabhii ko bharna chiye pr kisko konsa bharna chaiye ye pta h kya ? Hum ish post me janage ki what is itr1,itr2,itr3 and itr4 ? Full information ke liye pura akhir tak jaroor read karen.

what is 1tr, itr2, itr3 and itr4 ?

Financial Year Kya Hota Hai ?

Let me tell you.....
Financial year 1 April se shuru hokr 31 march ko khtm ho jaye wo hota hai
Financial year.
Financial year 2024-25 ke liye income tax return karne ki last date 31 july 2025 hai.

Income tax file karne ke liye option diye jate hain

ITR 1
ITR 2
ITR 3
ITR 4

Ab apko bhi ye confusion hai ki apke liye konsii itr form sahi hai apko konsii bharnii chahiye toa
Is post me apko puri information milegii or sare doubt clear ho jayege taki ap shii tarh se income tax bhar paye puri post ko padhiyegaa jaroor.

Income tax department ne apne - failing portal pr Financial year 2024'25( AY 2024-25 ) ke liye 1 April 2025 se ITR 1 ITR 2 ITR 3 or ITR 4 ke income return form available karwa diye hain.


Taxpayers abse ITR 1-4 tak koii bhi form select karke income tax return filling kar sakte hai.
Jaisa ki humne btaya apko Financial year 2024-25 me income tax return bharne ki last date 31 july 2025 hai 
To bina kisi fee payment ke aap 31 july tak income return bhar sakte hai.

Ab aap soch rahe honge ki ye ITR 1 ITR 2 ITR 3 OR ITR 4 kya hai or konse log konsa form se income tax bhar sakte hai to aab issi ki information dete hai apko .

ITR 1, ITR 2, ITR 3, ITR4 form kya hai


Income tax department earning ke base pe tax return form nikalta hai.
Or ussi form ke base pe taxpayers yanii tax bharne wale insaan ko ITR bharna hota hai.
Wese to ITR 7 tarh ke hote h pr is post me hum apko keval ITR 1 ITR 2 ITR 3 OR ITR 4 ke bare me hii batayege agr apko ITR 5 ITR 6 OR ITR 7 ke bare me bhi jankarii chiye toh ap post ke niche comment zarur kare hum apko purii jankarii denge uske bare me bhi .
Toh abhi apka doubt ye h kii ITR 1 ITR 2 ITR 3 OR ITR 4 me se apko konsa ITR bharna chiye

ITR 1 Kya Hai ?


ITR 1 yani spontaneous form jise sahej form bhi kaha jata h wo un logo ke liye hota hai jinki annual income 50 lakh se kam hotii hai ye income salary pension ya or baki source se bhi ho sakti h yani kisi bhi tarh se ap saal ke andar 50 lakh kama rahe ho toh apko ITR 1 bharna chiye or agr aap ghr ya property se bhi earning karte hai toh bhi aap ye form bhar sakte h or 5000 rs ki earning karne wala kisaan ( farmer) bhi is form ko bhar sakta hai.

Eligibility :

Kon kon is form ko bharne ke liye eligible hai wo toh aap ache se smjh gye ab apko ye bhi bata dete h ki konse log ITR 1 ko nahi bhar sakte. Jin logo ke pass 1 se zada ghr property hai or wo usse earning karte h , business man , capital gainers , unlisted company me investment karne wale, HNI investor's or kisi bhi type ki company ka koi director ye sabhi log ITR 1 form ko nahi bhar sakte hai.

ITR 2 Kya Hai ?

ITR 2 bharne ke liye apki annual income 50 lakh se uper honii chiye or kisi bhi company ke director , kisi company me investment krne wale , lottery ya legal gambling se earning krne wale horse racing betting yani sattebazi se income krne wale kisan jo kheti se 5000 se zada kama lete hai short term , capital gainers, ek ss zyada house property se earning karne wale ye sab bhii ITR 2 bhar sakte hai.

ITR 3 Kya Hai ?

ITR 3 wo log jinka apna business hai ya jo log apne profession se earning karte ho ya HUF ITR 3 inke liye hota hai or ITR 2 se hone wali earning bhi isme add hotii hai or jo log unlisted company ke shares se earning karte hai unhe bhi ye form bharna chiye or jinki earning salary se ya capital gainers hai or house properties wale or horses racing, lottery etc wale log bhi ITR 3 bhar sakte hai 

ITR 4 Kya Hai ?

ITR 4 basically ITR 4 sabhii log bhar sakte h income tax ka article 44AD or 44AE ka kehnaa hai ki kisi bhi base pe tum earning karte ho toh tum ITR 4 bhar sakte ho chahe wo salary ho ya pension or other sources. or jinki earning 50 lakh annual ho ya usse bhi zyada ho sabhi ko ITR 4 bharna chiye or ye sabhi ITR 4 bharne ke liye eligible hai.


I hope ITR 1 ITR 2 ITR 3 OR ITR 4 se related apke sare doubts clear hogye honge ab ap apne income ke base pe ITR zarur bhare or agr koii doubts ho toh post ke niche comment karke zarur puche....Thank You.

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive