itr1 itr itr3 itr4 kya hai | what is itr1 itr2 itr3 itr4 ?
Apaar ID Card Kya Hai | Apaar ID Kaise Banaye 2025 | Apaar ID Download Online
Apaar id card kya hai. Ish post me hum aapko bata rahe hain ke apaar id card kya hota hai, apaar id kaise banaye, apaar card ke fayde kya hai and apaar id banane ke leya jaroori documents kya hai aur apaar id card download kaise karen.full information ke leya aap ish post ko akhir tak read jaroor karen.
Apaar ID Kya Hai
Apaar id ek 12 digits ka Unique Identification ID Number hai.
Apaar card me apaar ki full form Automated Parmanent Academic Account Registry hai.
Apaar id card ase childrens ka banaya jayega jo school, college me study kar rahe hain.
Indian government ka education department ke taraf se yeh apaar id card banaye ja rahe hain.
Ish card me child ke padai ka starting se ending tak ke all information digital store ke jayegi.
Example :
1 - Child ne kitne class tak padai ke hai.
2 - Child ko kya-kya Awards mila hain.
3 - Child ke pass kon se degree hai.
4 - Child ka kis class me kitne marks aye thea.
5 - Child ko Scholarship mela hai ya nahi yadi mela hai toa kitna mela hai aur kahan-kahan se mela hai.
Aadhar card upi id kaise banaye
Ase he aur bhi kai tarah ke information digital store ke jayegi.
Apaar ID Card Ke Fayde
Apaar id ka sabse bada fayda toa yehi hai ke ish se fake Educational Documents and duplicate Marksheet koi nahi bana sakega.
Apaar id se se kai tarah ke examinations aur admission ke time student ke leya verification karna easy ho jayega.
Apaar id scholarship lene, Credit Accumulation, Credit Redemption, Credit Accounting, Internship, Certificate, Job Application and Academic Records ka Authentication me bahot kaam aayega.
Children's ko Government Schemes ka benifits direct milega.
Students ke leya yeh ek tarah ka locker hoga yahan se students apne documents receive kar sakenge.
State government literacy rate, school quite rate aur bahot kuch ke Tracking ish id card ke help se kar sakenge.
Apaar id students ko educational resources tak pahunchne me bhi bahot help karege.
Students future me apne High Education and Employment ke leya bhi credit score ka use kar sakenge.
Aadhar card to voter id card link online
Apaar id students ko unke parents ke ek state se dushre state me transfer hone me bhi bahot help karege.
Apaar id banane ke baad students apne education se connected certificate and documents ko only one click se access kar sakenge.
Koi bhi 5 year old or 5 year se jayada age ka indian child jo kishi recognize school, college or university me education le raha bho apaar id ke apply kar sakta hai.
Apaar ID Documents Required
● Aadhar Card
● Birth Certificate
● Mobile Number
● Passport Size Photo
● Student yadi minor hai toa parents ke permission
Apaar Id banbane ke leya school's ko students ke parents se permission lene hoge, kyunke students ka data education related all Institutions aur Departments ke sath share keya jayega.
Ishke leya sabhi students ka Aadhar Verification keya jayega.
School students ka apaar id se connect data digilocker me bhi save rahega.
Apaar id ko digilocker and academic bank of credit ke sath connect keya gya hai.
Apaar ID Card Kaise Banaye
Apaar ID Card Online banane ke leya niche bataye steps ko follow karen.
Step 1 : Apaar ID Card Online banane ke leya sabse pahle aap apne mobile phone me google play store se Digilocker App Install karen.
Step 2 : Aub apne Mobile me digilocker app open karke app me registration karen aur apna digilocker par account banaye.
![]() |
Digilocker sign in |
Step 3 : Digilocker app me Mobile Number, Username ya Aadhaar se sign in karen.
Step 4 : Aapke ish account ka use E-kyc ke leya keya jayega.
Step 5 : Ishke baad Apaar ID ke leya student apne parents ko lekar school jayen.
Step 6 : School me students ke parents ko apaar id banbane ke leya volunteering se parents permission form bharkar dena hoga.
Step 7 : Ishke baad UDISE system se student pan id ke aadhar par apaar id banaye jayegi, ishme 12 digits ka unique id number hoga.
Step 8 : School ke taraf se jab student ka apaar id card bana deta jayega tab ishe student ke digilocker account me upload kar deya jayega.
Apaar ID Card Download Kaise Karen
Apaar id card online download karne ke leya niche bataye steps ko follow karen.
Step 1 : Student sabse pahle apne digilocker account me login karen.
Step 2 : Aub digilocker ke homepage par "Documents Issued" ke samne "See All" par click karen.
Step 3 : Aub aapke samne digilocker par upload documents ke name show honge.
Step 4 : Apaar id ke samne three dot par click karen.
Step 5 : Aub yahan "View PDF" par click karen.
Step 6 : Aub aapke samne screen par apaar id show hoge ishme aapke id number, name, date of birth etc details honge.
Step 7 : Aub aap niche dekhenge toa aapko ek download ka option dikhai dega aap ishpar click karen.
Step 8 : Aub aapka apaar id card aapke device me download ho jayega aap ishe open karke dekh sakte hain.
Toa friend aub aap samjh chuke ke apaar id kya hota hai, apaar id ke fayede kya hai, apaar id card banane ke baad download kaise karte hain.
I hope Aapko humare yeh post jaroor pasand aaye hoge yade pasand aaye hai toa humain niche comment me likh kar jaroor bataye.Thankyou.
LIC Jeevan Lakshya Plan : lic jeevan lakshya 933 full details in hindi
LIC Jeevan Lakshya Plan Kya Hai
LIC Jeevan Lakshya Eligibility Criteria
LIC Jeevan Lakshya Features
Pan 2.0 Apply Online : Pan Card 2.0 Online Apply Kaise Karen
Yadi aap pan card holder hain to yeh post aapke liye important hai.Government of india ne digital india campaign ke tahat pan 2.0 ko launch kiya hai.ish post me bataya hai ke pan 2.0 kya hai aur pan 2.0 online apply kaise karen puri information ke leya aap is post ko last tak read jaroor kare.
Pan 2.0 Kya Hai ?
Pan 2.0 ek digital pan card hai.
Yeh pan card old pan card se jyada safe hai.
Kyunki ish pan card me QR Coad add keya gya hai.
Pan 2.0 card me add ke gye all information encrypted hoge jish se pan card holders ke sefty increase hoge.
Pan 2.0 electronic card hoga ishliye yah old pan card ko replace karega.
Pan 2.0 Benifits
1. Ish pan card me QR Coad add hai jo old pan me nahi tha.
2. Ish pan card me QR Coad hone ke bajah se QR Coad scan karke fast verification keya ja sakega.
3. Yeh pan card old pan card ke comparison me digital and jayada safe hai.
Color Voter Id Card Apply Online
4. Ish digital pan card ke delivery 30 minutes me email par ho jayegi.
5. Pan 2.0 ek electronic card hoga ishliye yah old pan card ko replace karega.Yahan par aapko bataden ke yadi aap physical pan card lena chahte hain toa aap ushe bhi le sakte hain.
Pan 2.0 Online Apply Kaise Kare
Yadi aap old pan card ko new pan card se replace karna chahte hain toa niche bataye steps ko follow karen.
Step 1. Sabse pahle aap income tax department ke e-pan portal par jayen.
Step 2. Aapko home page par "Apply for Instant Pan" ka option melaga ush par click karen.
Step 3. Aub yahan aapse aadhar card number enter karne ko kaha jayega aap apna 12 digits ka aadhar number enter kare.
Aadhar Card Mobile Number Change
Step 4. Aub aapke aadhar card se link mobile number par ek one time password (OTP) send keya jayega.
Step 5. OTP received hone ke baad OTP enter karen.
Step 6. Aub aapse email id and other information enter karne ko kaha jayega.sab kuch sahi-sahi enter kare.
Step 7. Sabhi information enter karne ke baad application submit karen.
Aadhar Card Se UPI Id Kaise Banaye
Step 8. Aub aapko aapke email par pdf format me aapka e-PAN Card received ho jayega.
Toa friend ish tarah se aap new pan card 2.0 ko online apply karke pdf format me apne email par received kar sakte hain.
I hope aapke leya yeh post helpful rahi hoge ishliye aap ishe apne friends ke sath share karen.Thank You.
PM Kisan ekyc kaise kare | pm kisan samman nidhi yojana online kyc kaise kare
PM Kisan Yojana
PM Kisan Samman Nidhi Yojana Kya Hai
PM Kisan Yojana New Update
PM Kisan Samman Nidhi Yojana e-KYC Kaise Kare
LIC Jeevan Kiran Plan 870
LIC Jeevan Kiran Plan 870 kya hai ?
LIC Jeevan Kiran Death Benefits
LIC Jeevan Kiran Premium
LIC Jeevan Kiran Eligibility
LIC Jeevan Utsav Plan 871 Details in Hindi
Hum ish post me aapko life insurance corporation of india ke LIC Jeevan Utsav Plan Details de rahe hai.agar aap lic ki new insurance policy buy karne ki soch rahe hain toa yeh post aapke liye hi hai.aap ishe pura last tak jaroor paden.
LIC Jeevan Utsav Plan Details in Hindi
lic ne apna jeevan utsav plan 29 november 2023 ko launch kiya hai.lic jeevan utsav ka plan no.871 hai and unique identification number 512N363V01 hai.
LIC Jeevan Utsav Plan Kya Hai ?
lic jeevan utsav ek non-linked,non-participating,individual,savings,life insurance scheme hai.
● yeh policy ek non-linked plan hai.yeh plan share market se connected nahi hai.
● yeh plan savings ke sath protection bhi provide karata hai.
● yeh ek individual saving life insurance plan hai.
● yeh ek non-participating plan hai.policy holder ki policy complete hone par ishme koi bhi bonus nahi diya jayega.
LIC Jeevan Utsav Benefits
● lic jeevan utsav plan me 18years se lekar 100years tak ke liye lifetime guaranteed income milti hai.
● ish plan me policyholder apni need ke according regular income benifit or fexi income benifit ka option select kar sakta hai.
● ish policy me all benifits ki guarantee starting me hi de di jayegi.
● ish plan me premium payment term tak 40 rupay par 1,000 rupees rate ki percentage se guaranteed additional milega.
● ish plan me every years 5.5% ki attractive investment rate par income ko defer and accumulate karne ka option and compounded annually bhi hai.
lic jeevan labh 936 plan details
● ish plan me aap benifit ke income se 6 months pahle income benifit ka type change kar sakte hain.
● ish policy me premium payment ka option only 5years se 16years tak hi hai.
● yeh policy 90days children se lekar 65years old person ke liye li ja sakti hai.
● ish policy me 2years ke baad loan lene ki facility bhi milti hai.
● ish scheme me maturity benifit available nahi hai.
LIC Jeevan Utsav Premium
Jeevan utsav policy ki premium paying term whole life policy terms ke liye 5years se 16years hai.
Basic sum assured 5,00,000 rupees and above in 25,000 and 1,00,000 ke multiple me.
lic bima jyoti 860 plan details
Premium Payment Method - Annual,Semi-Annual,Quarterly and Monthly
LIC Jeevan Utsav Criteria
lic jeevan utsav policy ki alag-alag premium paying term ke liye minimum entry age and maximum entry age niche table me di gye hai.
![]() |
www.kyakraen.com |
Premium Paying Term - 5 to 16 years
Minimum & Maximum Age at Entry - Minimum 90 days (completed)
Maximum 65 years (nearer birthday)
Minimum Premium Ceasing Age - 75 years (nearest birthday)
Minimum Age For Start Of Income Benefit - 18 years (completed)
Basic Sum Assured - Minimum Rs 5,00,000 maximum no limit
Note : Entry ke time minimum age ko chodkar insured person ke entry ke time age ko birthday ke nearest ki age ke roop me liya jayega.
Policy Risk : Yadi insured person ki entry ki age 8 years se kam hai toa ish scheme me risk policy start hone ki date sr 2 years ya policy ke birthday ke sath ya 8 years ki age received ke baad jo bhi first ho ush se start hoga.
Death Benefits : Policy lene or risk start hone ki date ke baad yadi insured person ki death ho jati hai toa accrued guaranteed ke sath death par insurance payment ke barabar death benifit pay kar diya jayega.
Death benifit death ki date tak pay kiye gye total premium ka 105% se kam nahi hoga.
lic jeevan utsav policy me riders available hain jinke liye aapko extra premium pay karna hoga.
● Accidental Death and Disability Benefit Rider Available
● LIC Accident Benifit Rider Available
● New Critical Illness Benefit Rider Available
● Premium Waiver Benifit Rider
Toa friend yeh thi lic jeevan utsav 871 policy ki details,i hope aapko yeh information jaroor pasand aye hogi,yadi aye hai toa post ko apne friends ke sath share jaroor karen.Thank You.
LIC Dhan Vriddhi Plan Details
LIC Dhan Vriddhi Plan Kya Hai ?
LIC Dhan Vriddhi Features
LIC Dhan Vriddhi Plan Benefits
LIC Jeevan Labh Plan 936
Hum aapko ish post me life insurance corporation of india ke policy LIC Jeevan Labh Plan 936 ke details hindi me de rahe hain.agar aap lic ki ek best policy buy karne ki soch rahe hain toa ish post ko last tak read jaroor karen.
LIC Jeevan Labh Plan 936 Kya Hai ?
LIC jeevan labh life insurance corporation of india ki ek policy hai.lic jeevan labh table no.936 hai.ishe lic 936 plan ke naam se bhi jana jata hai.
LIC jeevan labh Non-Linked,with Profit Endowment plan hai.
LIC ke ish plan ke sath policyholders ko death benifit and maturity benifit bhi milta hai.
Ishke sath hi yeh lic ka ek participating plan bhi hai,ishki khaas baat yeh hai ke yeh policyholders ko saving karne me help karta hai.
LIC jeevan labh policy me policyholder ko Limited Time Period ke liye hi premium pay karna hota hai.
Ish plan me policy holder Additional Bonus and Simple Reversionary Bonus received karne ka puri tarah se haqdaar hota hai.
LIC Jeevan Labh Plan 936 Features
LIC jeevan labh plan ek participating saving scheme hai.
lic ke ish plan me death hone par and policy mature hone par policy holder and policyholders ki family members ko financial security milti hai.
Under this plan policy holders ko only limited time period ke liye hi premium ki payment karni hoti hai.
Example ke toar par maan lijiye yadi term 25 years ki hai toa policyholder ko 6 years kam premium payment karni hogi.
LIC ke ish plan me entry karne ke liye minimum age limit 8 years and maximum age limit 59 years hona jaroori hai.
Ish plan ke liye minimum sum assured ₹2,00,00 final ki gye hai and maximum ki koi limit nahi hai.
Ish plan me maximum maturity age 75 years final ki gye hai.
Ish plan ke liye policy duration 3 parts me divided ki gye hain.
16 years 21 years and 25 years,inke under yadi aap 16 years ke liye policy buy karte hain toa aapke liye maximum age limit 59 years hogi.
21 years ke policy term ke liye maximum age 54 years and 25 years ki policy term ke liye maximum age limit 50 years final ki gye hai.
Ish plan me premium payment duration 10 years,15 years and 16 years final ki gye hai.
Aub yadi aap 16 years ke liye policy period select karte hain toa aapko only 10 years ka hi premium pay karna hoga.
LIC Jeevan Labh Plan 936 Benefits
Ish plan ke sath policyholder ko kai tarah ke benifit milte hain.
Sabse pahle ish plan ke sath policyholder ko death benifit milta hai.
Ish plan ke sath policyholder ko yearly premium ka 7 guna and basic sum assured amount diya jata hai.
LIC ke ish plan ke sath policyholder ko maturity benifit ke sath-sath simple reversionary bonus and final additional bonus bhi milta hai.
LIC jeevan labh ke aap under of benifit me bhi participate kar sakte hai,ishke under hi aapko simple reversionary bonus milta hai.
LIC Jeevan Labh Plan 936 Tax Benefit
LIC ke ish plan me policyholders ko 2 tax benifits 80C and 10(10D) ki choot milti hai.
Ish plan me policy time period start hone ke baad policyholder ko loan ki bhi facility milti hai.
LIC Policy Premium Receipt Download
LIC ke ish plan me aap excessive premium ka payment karke kai riders le sakte hain,jaise ke accident benefit rider,term insurance rider,premium weber rider,critical illness rider.
LIC ke ish plan ko buy karke 3 years regular premium payment karne ke baad aap chahe toa apni ish policy ko surrender bhi kar sakte hai.
Toa yeh hai lic jeevan labh plan table no.936 ke details,i hope ke aapko yeh information jaroor pasand aye hogi yadi aye hai toa ish post ko share karen.Thank You.
LIC Bima Jyoti Plan Details
Hum aapko ish post me life insurance corporation of india ke LIC Bima Jyoti Plan Details hindi me de rahe hain.agar aap new insurance policy buy karne ke soch rahe hain toa yeh post aapke liye helpful ho sakte hai.
LIC Bima Jyoti Plan Details
LIC of India ne 22 February 2021 ko ek new policy launch ki aur ishka name rakha lic bima jyoti table no.860.
LIC ki yeh policy financial security ensure karti hai.
Aiye jante hain lic bima jyoti ke puri details hindi me.
LIC Bima Jyoti Plan in hindi
LIC bima jyoti ek guaranteed bonus,limited premium payment endowment scheme hai.
LIC ke ish plan me aapko kitna bonus milega yeh lic of india ne pahle se hi final kiya hai.
LIC bima jyoti policy me aapko ₹50 per ₹1,000 bima rashi par guaranteed bonus milega.
LIC bima jyoti policy 860 me policyholder ko policy term se 5 year premium kam jama karna hota hai.
Sabse badi baat yeh hai ke dushre profit smoothly policy ke pura hone tak chalte rahenge.
Ish policy me 2 discount diye gye hain.
First mode rebate hai aur second sum assured rebate hai.
Mode Rebate : Selected premium payment mode ke aadhar par diya gya discount.
High Sum Assured Rebate : sum assured ka matlab policy value hoti hai.
LIC Bima Jyoti Plan Benefits
LIC Bima Jyoti Maturity Benefit = Sum insured + guaranteed bonus
LIC Bima Jyoti Death Benefit = Sum insured ka 125% + guaranteed bonus
LIC Bima Jyoti Surrender Facility : Policy premium ke kam se kam 2 full years ke payment ke 2 years after surrender ki ja sakti hai.
LIC Bima Jyoti Paid-Up Value : Jab lic bima jyoti policy 860 me minimum 2 years aur jayda years ka premium payment kiya jata hai aur policyholder next ke premium ka payment karna band kar deta hai toa automatically payment kiye gye price ke anusaar policy paid-up ke liye eligible ho jati hai.
LIC Bima Jyoti Death Claim Details : Policy term ke samay death ke case me (20 years se pahle) nominee ko sum assured ka 125% + bonus (general life cover) pay kiya jayega.
Casualty death case me sum assured ka 125% + bonus (Accidental Life Cover) ke sath sum assured ke barabar extra money ki payment nominee ko ki jayegi.
LIC Bima Jyoti Loan Facility : Ish plan me 2 years premium pay karne ke baad ish policy par loan lene ki facility di gye hai.
LIC Bima Jyoti Revival : Policy ko last premium se 5 years pahle revived kiya jana chahiye.
LIC Bima Jyoti Riders Facility : Casualty aur disability benifit riders , critical illness , premium waiver rider aur term rider benifit ke options available hai.
LIC Bima Jyoti Policy Cooling off Period : Policy buy karne ke baad policyholder ko policy pasand nahi ati hai toa 15 days me policy return kar sakta hai.
I hope aapko lic bima jyoti policy ke yeh jankari jaroor pasand aye hogi,pasand aye hai toa ish post ko share kare.Thankyou.
LIC WhatsApp Service | LIC Policy WhatsApp Par Kaise Check Kare
lic launches whatsapp services for policyholders.life insurance corporation of india ne apne policyholders ke liye whatsapp service launch kar di hai.ish post me hum aapko details ke sath batayenge ke lic whatsapp services kya hai aur lic policy whatsapp par kaise check karte hai.
LIC WhatsApp Service
Desh ki sabse badi jeevan bima company LIC of India ne aapne policy holders ki subidha ke liye interactive whatsapp services start kar di hai.Yadi aapke pass bhi koi lic policy hai toa aub aap apne mobile phone me whatsapp par apni lic policy ka status,loan,premium jaise kai services ka labh le sakte hai.
Aiye jante hai ke whatsapp lic service ka use kaise karte hain aur whatsapp par aapko lic kaun-kaun se services de rahi hai aur lic whatsapp services phone number kya hai.
LIC WhatsApp Services
lic of india ki taraf se abhi whatsapp par aapko 11 services di ja rahi hain.1. Premium Due
2. Bonus Information
3. Policy Status
4. Loan Eligibility Quotation
5. Loan Repayment Quotation
6. Loan Interest Due
7. Premium Paid Certificate
8. ULIP-Statement of Units
9. LIC Service Links
10. Opt In/Opt Out Services
11. End Conversation
LIC WhatsApp Services Kaise Use Kare
LIC whatsapp services use karne ke liye niche bataye steps ko follow kare.LIC WhatsApp Services phone number- 8976862090 hai.
Sabse pahle aap yeh phone number apne mobile phone ke contacts me save kar le.
Step 1.. Name ki jagah par LIC type kare aur mobile number ki jagah par 8976862090 number type karke save kar le.
Step 2. Apne smartphone me whatsapp open karke lic ki chat me jaye aur niche Message me "Hi" type karke send kare.
Step 3. Aub aapko lic whatsapp par reply ayega aur likha hoga "Welcome to LIC of India WhatsApp Services!".
Step 4. Nich 11 services ki list me se aap jis bhi service ko use karna chahte hain ushke samne likhe number ko message ki jagah type karke send kar de.kuch seconds ke baad aapko reply aa jayega.
Hum aapko lic policy status whatsapp par check karke bata rahe hain ke aap lic whatsapp services ka use kaise karenge.
Step 5. Policy Status check karne ke liye policy status ke samne 3 likhe 3 number ko message ki jagah type karke send kare.
Step 6. Aub aapki all policies number ke sath aapko receive ho jayegi.aap jis policy ka status check karna chahte hai ushke samne likhe number ko niche message ki jagah type karke send kare.
Step 7. Kuch hi second me aapka policy status aapko received ho jayega.
Policyholder Name
Plan Name
Plan Number
Premium
Sum Assured
Policy Status
FUP
Step 8. Please select what you would like to do now ?
Niche aapko 2 options milnge "Main Menu" "End Conversation" services ka use karne ke liye Main Menu select kare Conversation band karne ke liye End Conversation select kare.
Note : LIC WhatsApp Services ka use karne ke liye policyholder ka lic customer portal me registered hona jaroori hai aur whatsapp number bhi lic me registered hona jaroori hai.
Toa friends aub aap sikh chuke hain ke lic whatsapp services kya hai aur kaise use karte hai,i hope aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi.ThankYou.
SBI Whatsapp Banking Services Registration
State bank of india ke SBI Whatsapp Banking Services Registration kaise karte hain.agar aap sbi account holder hain toa yeh post aapke liye helpful ho sakte hai kyunki ish post me hum aaapko sbi whatsapp services ki full information de rahe hain.
SBI WhatsApp Banking Registration
state bank of india ke customers ke liye whatsapp banking ki facility sbi ki taraf se offer ki gyi hai.whatsapp banking services se sbi ke millions customers ko fayda mileaga.SBI Whatsapp Banking Services
state bank of india service activate karke customers apna bank account balance,mini statement,check kar sakte hai.whatsapp banking activate karne ke baad customers apne sbi account se jude bahot sare kaam mobile phone par hi kar sakte hain.aiye aapko batate hain ke sbi whatsapp banking registration karke use kaise karte hai.Step 1 : State bank of india ke account ko whatsapp banking services ke sath register karne ke liye sabse pahle apne mobile ke massage box me niche diya massage ko type kare.
EXAMPLE - WAREG 12345678901
Step 2 : Massage type karne ke baad (+91 7208933148) number par send kar de.
Step 3 : Massage successfully send hone ke baad aapko bank ki taraf ek registration ka confirmation massage receive hoga.
Step 4 : Aub apne mobile phone me whatsapp app open kare.
Step 5 : Whatsapp app me (+91 9022690226) number save karke chat open kare aur Hi type karke send kare.
Step 6 : Aub aapke pass 'Dear Customer, Welcome to SBI WhatsApp Banking services!' massage ayega.aapke samne 3 options show honge.
No.1 : Account Balance
No 2 : Mini Statement
No 3 : De-register from WhatsApp Banking
Step 7 : Aub aap 3 options me se koi bhi 1 select kare.
Bank account balance check karne ke 1 type karke send kare.
Mini statement check karne ke liye 2 type karke send kare.
Service De-Register karne ke liye 3 type karke send kare.
Abhi sbi whatsapp banking me kam option available hain but ho sakta hai ke kuch time ke baad ishme aur options ko add kar diya jaye.i hope yeh post aapke liye jaroor helpful rahi hogi.post ko apne friends ke sath share kare.Thankyou.
LIC Dhan Sanchay Plan
Hum aapko ish post me LIC Dhan Sanchay Plan ke details de rahe hain.agar aap lic of india ka dhan sanchay plan buy karne ki soch rahe hain toa pahle ish post me policy ki puri details jaroor check kare.
LIC Dhan Sanchay Plan
lic dhan sanchay plan no. 865, UIN:512N346V01 life insurance corporation of india ka new plan hai,ishe lic ne 14.06.2022 ko launch kiya hai.
LIC Dhan Sanchay Plan Details in Hindi
lic dhan sanchay ek non linked and saving life insurance policy hai.lic jeevan lakshya 933
lic dhan sanchay plan aap online LIC OF INDIA ki website par visit and offline agent se buy kar sakte hai.
Benefits
Ic dhan sanchay plan me guarantee income benefits (GIB) ke liye payment ke 4 options available hai.
lic dhan rekha 863
Regular/Limited Premium Payment :
Option A : Level Income Benefit
Option A me aapko level income benefit milega aur ishme aapko fixed amount ka benefit bhi milega.
Option B : Increasing Income Benefit
Option B me aapko annual 5% paisa increased hokar mileage.
Yadi aap kam time ke liye plan lete hai toa aap option A and B select kar sakte hain.
Single Premium Payment :
lic policy download online
Option C : Single Premium Level Income Benefit
Option C me aap single premium pay karke plan buy kar sakte hain.ishme bhi aapko level income benefit milega.
Option D : Single Premium Enhanced Cover with Level Income
Option D select karne par aapko increased cover mileage.
Conditions
lic dhan sanchay Policy term ko aap option ke hisab se select kar sakte hain.
Option A and B me10 and 15 years ka term milega.
lic policy to bank account link
Option B and D me 5,10 and 15 years ka term milega.
Eligibility
lic dhan sanchay policy me minimum entry age limit 15 years ki term ke liye 3 years hai.
10 and 5 years ki term ke liye minimum entry age limit 8 and 13 years hai.
lic policy me name change kaise ksre
lic dhan sanchay policy me maximum entry age limit A and B option ke liye 50 years hai.
Loan
lic dhan sanchay plan me loan ki facility bhi available hai.
Death Benefits
lic dhan sanchay buy karne bale policyholders ki death hone par insurance money yearly premium ka 11 times or 105% total premium me se jo bho jayada hoga bho pay kar diya jayega.
LIC Dhan Sanchay life insurance corporation of india ka new plan hai,aapko humne ish policy ki important information provide kara di hai,agar aapko ish plan ke bare me aur information chahiye toa aap lic of india ki website par visit kar sakte hai ya niche comment kare.agar post pasand ayi hai toa ishe apne friends ke sath share kare.Thank You.
Aadhar Card se upi id Kaise Banaye || upi with aadhaar otp
UPI with Aadhar otp
Aaj bhi bahot se logon ke pass atm/debit card nahi hai yahi karan hai ke bho unified payments interface (UPI) ka use toa karna chahte hain par upi registration nahi kar pate.yadi aap bhi ase logon me se hain toa aapke liye yeh post bahot important hain.
Aub ase log jinke pass debit card nahi hai unke liye National Payments Corporation of India (NPCI) ke aur se bahot badi good news hai.aub aap bina debit card ke aadhar otp ki help se upi registration kar sakte hain.
Aadhar Card to Voter Card Link Online
Aadhar Card se upi registration karne ke liye aapke bank account ke sath aapka aadhar card link hona jaroori hai.
Aadhar otp se upi pin kaise banaye puri jankari ke liye niche diye process ko follow kare.
Aadhar Card se UPI Registration kaise kare
No.1 : Aadhar Card se upi registration karne ke liye sabse pahle aapko apne smartphone me BHIM App version 2.9.6 download ya update karni hogi.No.2 : BHIM App Latest Version me apne smartphone open kare.
Aadhar Card status kaise check kare
No.3 : BHIM App opne hone ke baad aapko ishe apne mobile number se verify kare.
No.4 : Mobile Number verifi hone ke baad aapko bhim app me apna bho bala bank select karna hai jishme aapka account open hai.
No.5 : Aub aapko bhim app ke home page par upar aapka bank ka naam aur niche account number show hoga ishpar click kare.
Aadhar Card address change online
No.6 : Bank Accounts ke page par aapko new upi pin create karni hai ya FORGOT UPI PIN ka option dikhai dega ushe open kare.
No.7 : Aub aapko yahan upi pin create karne ke liye 2 option milenge.
1 Debit Card
2 Aadhar Card
No.8 : Aub aapko yahan se Aadhar Number bala option select karna hai.
No.9 : Aub aapko apne aadhar card ke last 4 digits number type karne hai.
Aadhar Card date of birth change
No.10 : Aub aapke register mobile number par ek one time password (OTP) send kiya jayega.
No.11 : OTP Enter karne ke baad aapse new upi pin create karne ko kaha jayega.aap apni marji ki kii bhi upi pin set kar le.
Toa friend ish tarah se aap bina debit card ke aadhar otp ki help se upi registration karke upi pin create kar sakte hain.i hpoe yeh post aapke jaroor helpful rahi hogi.ish post ko apne friends ke sath share jaroor kare.Thankyou.
Aadhaar Card to Voter Card Link | voter id card ko aadhar se kaise link kare
voter id card aadhar link.voter id card ko aadhaar card se kaise link kare.voter card ko aadhar se link karne ke 3 aasan tarike ish post me bataye gye hai.aaj hum sikhne bale hain ke aadhaar ko voter card se link kaise karte hai.
VOTER CARD WITH AADHAAR LINK
Government of India ne voter id ko aadhaar se link karne ko lekar new update jari kiya hai.
PM Narendra Modi Cabinet ne voter card ko aadhaar se link karne ko lekar bill ko manjoori de di hai.
Ish bill ko pass karne ke liye election commission lambe samay se kosis kar raha tha.
Sabse pahle aap yeh samjh lijiye ke Election Commission of India (ECI) voters ko National Voters Services Portal (NVSP) par jakar new voter id card apply karne ki anumati deta hai.
Agar aapki age 18years se upar hai toa aapka voter id card jaroor bana hoga.
Agar bana hai toa aub aapko apne voter id ko aadhar se link karana jaroori hai.
Aadhaar card se voter id ko aap online,offline,sms aur mobile phone kisi bhi tarike se link kar sakta hai.
Aadhaar Card Voter ID Card Online Link kaise kare
Step 1 : Sabse pahle aapko yahan se NVSP Voter Portal ki website par visit karna hoga.
Step 2 : Aub aap login page par pahunch jayenge,yahan se aapko login karna hoga.
Agar aap first time ish page par visit kiye hai toa sabse pahle aapko "Create an Account" par tab karke apna ish portal par account create karna hoga.
color voter id card order online
Step 3 : Account create hone ke baad login karne ke liye aapko apna mobile number,email id ya fhir voter id number enter karna hai.
Step 4 : Password enter karne ke baad aapko niche maths ka question solve karna hoga.
EXAMPLE : 12+2 =14
Kuch ish tarah se aapke samne show hoga jo bhi answer ho ushe "Solve the maths and enter"ki jagah type kare.
Step 5 : Sabkuch sahi-sahi enter karne ke baad Login kare.
Aadhaar card reprint online
Step 6 : Aub aap apna district name and state name verify kare.
Step 7 : Aub aapko apne personal information enter karni hogi jaise aapka name,father name and date of birth (DOB).
Step 8 : Sari details enter karne ke baad search button par click kare,ishke baad government ke database se apni details ko ek jaroor match kare.
Step 9 : Aub screen par show ho rahe 'Feed Aadhaar Number' ke option par click kare.
Step 10 : Aub apne voter id number,aadhaar card number,register mobile number and email address me name add kare.
Aadhaar card mobile number change
Step 11 : Aub ishke baad 'Submit' kar de.
Step 12 : Ishke baad aapke aadhar card ko voter id card se link karne ka process start ho jayega aur ishka confirmation message aapko receive ho jayega.
Aadhaar Card Voter ID Card SMS Se Link kaise kare
Step 1 : SMS se aadhar card ko voter card se link karne ke liye sabse pahle aap mobile phone ke message box ko open kare.
Step 2 : Aub aapko message box me niche bataye gye tarike se message type karna hai.
EXAMPLE : <Yahan Apne EPIC Number ya Voter ID Card Number ko type kare> <Space de> <Ishke Baad Aadhaar Number type kare> aub ish message ko 166 par ya 51959 send kare.
Aadhar card address change
Step 3 : SMS successfully send hone ke baad aapke aadhar card ko voter id card se link karne ka process start ho jayega aur ishka confirmation message aapko receive ho jayega.
Aadhaar Card Voter ID Card BLO Se Link kaise kare
Step 1 : Ishke liye sabse pahle aapko apne nearest Booth Level Officer (BLO) ke office me visit karna hoga.
Step 2 : Yahan se aapko ek application form milega ishe complete bharkar Booth Level Officer ke office me submit kare.
Step 3 : Aapne application form me jo bhi details bhari hogi ushe ek baar verify kiya jayega ushke baad booth officer extra verification ke liye aapke paas ayega.
Aadhaar card status check online
Step 4 : Verification ka process successfully complete hone ke baad aapke aadhar card ko voter id card se link karne ka process start ho jayega aur ishka confirmation message aapko receive ho jayega.
Government ki new guidelines hai ishliye aapko apne aadhar ko voter se link karna jaroori hai,ish video me bataye gye 3 aasan tarike me se aap kisi bhi tarike ko follow karke asani ke sath link kar sakte hai.
I hope friend aapko yeh post jaroor pasand ayi hogi.agar pasand ayi hai toa ishe share kare.Thankyou.
Translate
Popular Posts
Blog Archive
Labels
- Aadhaar Card
- Air Conditioner
- Air Purifier
- Amazon
- ATM
- Banking
- Blogging
- computer
- Dabit Card
- FD
- Gamil
- Home appliances
- Id card
- insurance
- Internet
- Investment
- Jio
- Lic
- life insurance
- LPG Gas
- make money online
- Mobile
- Mutual fund
- online
- PM Yojana
- PMJDY
- Refrigerator
- Social media
- Technology
- Voter Card
- Washing Machine
- youtube