Mobile ko Computer ka Mouse Aur Keyboard Kaise Banaye

computer me mouse aur keyboard kitne important hai,yeh toa aap jante hi hai,magar aapke computer ke Mouse ya keyboard me koi problems ajaye toa mobile phone ko computer ke mouse aur keyboard ki jagah kaise use karna hai,yehi aaj hum ish post me janenge.

Mobile ko computer ka keyboard kaise banay,mobile ko computer ka mouse kaise banay, computer ko mobile phone se kaise control kare

(Mouse kya hai?)

computer ki life me mouse bahot baad me aya hai.

mouse ko aam logon ne tub jana jub 1981 me ishka aam logon ko pahli baar didaar hua.

zerox star 8010 computer ke sath mouse pahli baar bajar me aya tha.
mouse ko aam logon ke me lokpriye banane ka shrey Apple company ko jata hai.

Apple ne 1984 me apne Macintosh computer me mouse ka istemaal shuroo kiya tha.

• Hybrid Sim slot bale smart phone me 2 sim ke sath micro sd card kaise chalay

• Mobile tower ke kya side effects hote hai hum par

• Apne naam ki GIF kaise banay

mouse k bina computer par koi bhi kaam karna lagbhag ashmvahb sa hai.

agar aap computer par kaam kar rahe hai,aur mouse me koi problems ajaye toa aapko computer par agye ka kaam karne me muskil ho sakti hai.
lekin aap chahen toa ek phone app ki madad se apne mobile phone ko computer k mouse k roop me istemaal kar sakte hai.

toa chaliye jante hai k kounsi apk hai,aur kahan se download karni hai.

• Inverter ac kya hota hai ?

• Refrigerator cooling tips in hindi

(Mobile ko computer ka mouse kaise banay)

Mobile ko computer ka keyboard kaise banay,mobile ko computer ka mouse kaise banay, computer ko mobile phone se kaise control kare

subse pahle aapko ek application install karni hai.

isko aap Google play store se install kar sakte hai, iska naam hai remote mouse.

ya fhir aap yahan se sidhe hi download kar sakte hai = Remote mouse

• Internet par free me calls kaise kare

• YouTube ka URL kaise change kare

Step 1 = remote mouse application ko download karne k baad open kariye.

Step 2 = mobile ko mouse banane k liye aapke computer me aur mobile phone me same WiFi network hona chaiye.

Step 3 = aap ishe 3g hotspot se bhi connect kar sakte hai.

Step 4 = apne mobile ko computer ka mouse banane k liye aap choti screen ka mobile bhi use kar sakte hai.

toa ish tarah se aap apne mobile phone ko apne computer ke mouse ke roop me istemaal kar sakte hai.

• Google par account kaise banay

• Facebook par account kaise banay

• Gmail par Email id kaise banay

(Keyboard kya hai?)

keyboard bhi mouse ki tarah computer ka ek important hissa hai.
isi keyboard ki bajah se aaj aap kyakraen.com ki yeh post pad rahe hai.

computer me kuch bhi type karna ho toa keyboard ki jaroorat padti hai.
keyboard ke bina computer me kuch bhi typeing karna lagbhag ashanvhab hai.

isiliye aub hum agey ish post me janegne keyboard trackpad k bare me.

ish apk ka use kane ke baad aapko apne purane mouse aur keyboard ki jaroorat nahi padegi.

aap aram se sofe par bhaith kar apne mobile phone se apne computer ko puri tarah se control kar sakte hai.

• Amazon se paise kaise kamay

• Internet se paise kaise kamay

• Mobile heating solutions in hindi

keyboard trackpad ko kaise aur kahan se download karna hai,puri jankari k liye niche diye gye step ko follow kariye.

(Mobile ko computer ka keyboard kaise banay)

Mobile ko computer ka keyboard kaise banay,mobile ko computer ka mouse kaise banay, computer ko mobile phone se kaise control kare

iske liye subse pahle aapko apne mobile phone me ek wifi  mouse(keyboard trackpad) naam ki application ko install karna hoga.
ish apk ko aap Google play store se install kar sakte hai.

ya fhir sidha hi yahan se download kar sakte hai= Keyboard trackpad

Ish apk ke use se aap apne mobile phone ko computer ka keyboard hi nahi bana sakte balki aur bhi bahot kuch kar sakte hai.

• Bina internet apk download kaise kare

• Facebook, WhatsApp, Instagram par full size ki profile picture kaise lagay

Step 1 = WiFi MOUSE (keyboard trackpad) ko install karne k baad open kariye.

Step 2 = aub aap ise same network par connect kariye.

Step 3 = yeh apk Bluetooth bhi sport karti hai.

   Keyboard trackpad feature:

   > keyboard and number pad
   > jadui keyboard
   > multi touch
   > media control ( support YouTube, vlc,spotify and etc)
   > shutdown /remote se
   > voice control remote se
   > screen capture
   > play games remote se
   > support Bluetooth (window ke liye vita version)

• 5 amazing websites jo aapke bahot kaam asakti hai

• Blog, Blogger, Blogging kya hai ?

keyboard trackpad application se aap puri tarah se apne computer ko control kar sakte hai, sath music bhi control kar sakte hai, typing bhi kar sakte hai.

toa yeh thi computer mouse aur keyboard ki jankari, asaha karta hoon friends aapko yeh post pasand ayi hogi, pasand ayi hai toa ish post ko apne friends ke sath share kariye, aur humain kyakraen.com website par follow kariye.ThankYou.

2 comments:

  1. Sir aapne bahot achi jankari share ki hai me makvanainfo se hu. Mere blog par ek blogger list banayi hai agar aap yeh list me aapki website details add karna chahte hai to yeh read kare...
    https://makvanainfo.com/success-bloggers-india-hindi-blogger/
    Or whatsapp contact kare 9099360998

    ReplyDelete
  2. sir,I am a big fan of you, I see your post daily and get very good information.
    it, please approved it

    https://shivatechnical.com/input-devices/

    ReplyDelete

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive