Bina internet ke app download kaise kare

hello friends,
aap soch rahe honge, k kya hum kisi phone apps ko bina internet k bhi apne mobile me download kar sakte hai ? ji haan hum bina internet k kabhi  bhi kahin bhi aur kisi bhi phone apps ko download kar sakte hai, puri jankari k liye padte rahiye ish post ko.

Bina internet k badi hi asani se aap kisi bhi phone application aur games ko apne mobile phone me download kar sakte hai, chliye jante hai step by step hindi me

kai baar hum apne ghar se door,ya fhir traveling me hote hai.
ase samay me humain kisi important kaam k liye kisi application ki jaroorat padti hai.

ya fhir humain time pass karne liye koi game chahiye hota hai apne smart phone me.

aur bho apps ya games ush samay humare phone me nahi hoti.
aur use download karne k liye humare pass internet data bhi nahi hota.

ya fhir data kam hota hai,ya jahan par hum hote hai bahan network thik nahi hota.

toa ase samay me hum sochte hain k kaas kisi tarike se humain bho games ya apps mil jaye magar esa ho nahi pata.

aaj isi smasya ka smadhan lekar hum aye hai ish post me.
toa aub aapko paresaan hone ki koi jaroorat nahi hai.

hybrid Sim slot bale smart phone me 2 sim k sath micro sd card kaise chalay

Mobile aur mobile tower k kya kya nuksaan hote hai hum par?

Apne naam ki animated GIF kaise banay

(Bina Internet Apps Install Karne K Liye Kya Karna Hoga)

bina internet k kisi bhi phone apps ko, ya games ko apne smart phone me install karne se pahle, aapko uska backup lena hoga.

jub aap ek baar kisi bhi mobile apps ka ya games ka backup le lenge, toa aap ushe kabhi bhi kahin bhi bina internet k bina network k bhi apne smart phone me install kar sakte hai.

fhir aap ush apps ka use karke, apne phone se chaho toa fhir se delete kar sakte hai.

toa yeh sub kaise hoga,puri jankari k liye aap niche diye gye steps ko follow kariye.

1G,2G,3G,4G kya hai ?

Internet par free calling kaise kare

Apna aadhar card aub jeb me nahi apne mobile phone me rakhiye

(Bina Internet Kaise Kare Apps Install)

Bina internet k smart phone me apps ya games ko install karne k liye, subse pahle aapko apne mobile phone me ek application ko download karna hoga.

Bina internet k badi hi asani se aap kisi bhi phone application aur games ko apne mobile phone me download kar sakte hai, chliye jante hai step by step hindi me

Step 1 : ish application ka naam hai, App Backup & Restore.

aap ish app ko Google play store par jakar download kar sakte hai.

ya fhir yahan se sidha hi download kar sakte hai = Backup & Restore Download

Google par account kaise banay

Facebook account kaise banay

Gmail par Email id kaise banay

Step 2 : app download hone k baad ise apne mobile phone me open kariye.

Bina internet k badi hi asani se aap kisi bhi phone application aur games ko apne mobile phone me download kar sakte hai, chliye jante hai step by step hindi me

Step 3 : aub yahan par aap ush application ko ya game ko select kaiye,jiska aap backup lena chahte hai.
aap ek baar me jitni chahe utni apps select kar sakte hai.

Mobile heating problems kaise thik kare

Facebook, WhatsApp, Instagram par full size profile picture kaise lagay

YouTube ka URL kaise change kare

Step 4 : Apps ko select karne k baad backup par click karkte hi in apps ka backup banna suroo ho jayega.
kuch second wait kariye.

Blog, Blogger, Blogging Kya Hai ?

Amazon se paise kaise kamay

Internet par paise kaise kamay

Step 5 : Apps backup complete hone k baad,right side par click kariye.
yahan par aapne jitni bhi application ya games ko select kiya tha unaka aapko backup dikhai dega.

Bina internet k badi hi asani se aap kisi bhi phone application aur games ko apne mobile phone me download kar sakte hai, chliye jante hai step by step hindi me


No.1= Aub jis  application k backup ko select karna hai,yahan par tick kar sakte hai.

No.2= yahan se aap select ki hui apps k backup ko delete kar sakte hai.

No.3= yahan se select ki hui backup apps ko kisi ko bhi sand kar sakte hai.

No.4= yahan se aap delete ki hui apps ya games ko fhir se apne smart phone me restore kar sakte hai.
aub aapko in apps ya games ko apne smart phone me install karne k liye internet data ki koi jaroorat nahi hai.

toa ish tarah se aap bina internet k kabhi bh,i kahin bh,i kisi bhi application ko install kar sakte hai.
asha karta hoon friends aapko yeh post pasand ayi hogi, agar pasand ayi hai, toa ish post ko apne friends k sath share kariye.ThankYou.

1 comment:

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive