LIC me name change kaise kare

How to LIC Policy Holder Name Change.agar aapke pass bhi hai lic of india ki koi policy aur ush policy me aapka naam hai aap ushe chamge karna chahte hai,toa aapko kuch baton ka khyal rakhna chahiye.jinke bare me ish post me details ke sath bataya gya hai.puri jankari ke liye ish post ko padte rahiye akhir tak.

lic policy me name change karne ke 3 asan tarike step by  step hindi me ish post me bataye gye hai.

lic policy me name change karne ke piche kai karan ho sakte hai,jaise ki jub aapne lic policy buy ki thi ush time aapke naam me mistakes ho gyi thi ya aapne policy lene ke baad apne name ko change kiya hai.aub aap lic office ke chakkar lagakar paresan ho chuke hai magar aapke naam me correction nahi ho pa raha hai,aur aapko ishke piche ki bajah bhi samajh naji arahi hai,agar esa hai toa ish post ko pura read karne ke baad i hope ke aapko aapki ish problem ka solution mil jayega.

● LIC premium calculator
● How to check lic premium online

lic me online name change kaise kare ?

Agar aap google par online policy holder name change karne ko lekar search kar ĺrahe hai toa aapko yahan par bata de ke lic me oline name change karne ka koi tarika nahi hai.aap yadi lic me name change karna chahte hai,toa aapko lic office hi jana hoga.lekin lic office jane se pahle niche bataye gye 3 tarike jaroor jaan le taki aapka kaam bina kisi paresani ke asani se ho jaye.

LIC Policy Me Name Change Karne Ka tarika

No.1 : lic me name change karne ka sabse asaan tarika hai kanooni tarika.aap lic policy me kanooni toar par apne nane ko asani se change kar sakte hai.ishke liye aapko sabse pahle 1 affidavit banbana hoga,aur fhir ush affidavit ko aapko magistrate ke pass le jana hota hai,aur ushme kuch jaroori documents bhi add karne hote hai,example ke toar par aapka bho naam jo abhi aapke documents me chal raha hai,aur aapko ush naam ki bhi jikkar karna jaroori hota jo naam aap apni lic policy me rakhna chahte hai.

● How to download lic receipt
● How to pay lic premium online

No.2 : second asaan tarika yeh hai ke aapko apne name ko kisi news paper me advertisement ke liye dena hoga.aapko 2 popular news paper me apne naam Change karne se related information ki add deni hoti hai,aur aapko yeh bhi khyal rakhna hai ke jin paper me aap advertisement de rahe hai unme se ek aapke area ka aur dushara english ka hona jaroori hai.

● YouTube se paise kaise kamaye
● Internet se paise kaise kamaye

No.3 : aur lic policy me name change karne ka third tarika yeh hai ke aapko apni city ko information deni hoti hai,ishke liye aap kisi press ki help le sakte hai, press ko aapko kuch documents ke sath unki jo fees hogi bho deni hogi,jaise hi information published hogi baise hi aapke diye gye address par bhej di jayegi.

● Amazon se paise kaise kamaye

In 3 tarikon me se kisi bhi tarike ko apnane ke baad aapko jo documents milenge unki help se aap asani se apni lic pllicy me apne naam ko change kara sakte hai.aap in tarikon se lic ke alaba aadhaar card ya passport me bhi name change kara sakte hai.
I hope friend yeh post aapke liye jaroor helpful rahi hogi,agar rahi hai toa ishe apne friends ke sath Whats WhatsApp Facebook aur Twitter par share kare.aur humain humari www.kyakraen.com par follow kare.Thankyou.


Ishe bhi padiye : FD ke fayde

1 comment:

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive