How to check aadhar card status ? Aadhar card kaise check kare

aadhar card jaisa k aap jante hain ki aaj k samay mae aapka aadhar card aapke liye kitna jaroori hai,
81 lakhs aadhar card number ho gye hain deactivated, kahin aapka toa nahi hogya,jan ne k liye padte rahiye ish post ko.

apne aadhar card ka Status apne mobile ya pc par kaise check karen

aadhar card ka istemaal gas ki subsidy lene k liye bank account khulbane k liye aur kai tarike ki subidhayen lene k liye jaroori hai.

kya apko pata hae k karib 81 lakh aadhar number aur 11 lakh pan(parmanent account number) ya toa hta diye gye ya deactivated kar diye gye hai.

aadhar card ka istemaal new bank account khulbane se lekar gas ki subsidiy aur tamam tarah ki subhidayon k liye jaroori hai.

government ne 1 July 2017 se aadhar card ko new pan card banbane k liye jaroori kar diya hai.

pan card k jariye government apke landen ka lekha jhoka rakhti hai.

Paytm se kisi bhi bank mae paise kaise bheje

Mobile tower kya side effect hain

(kahan jaroori hae aadhar card)

1 - aapka mobile number aadhar card se link hona jaroori hai.

2 - 1 July 2017 se nya pan card banbane k liye aadhar card jaroori hai.

3 - bank mae nya account khulbane k liye aadhar card jaroori hai.

4 - LPG gase par susidiy lene k liye aadhar card jaroori hai.

5 - passport k abedan k liye aadhar card jaroori hai.

6 - PF khaton ka online niptaan k liye staypan mae istemaal hota hai.

(aadhar card active hae ya nahi)

yeh pata karne k liye ki government ne kahin aapka bhi aadhar card band toa nahi kar diya hai.

aapko kuch steps se gujarna hoga.
ishse pata chalega k aapka aadhar card active hae ya nahi.

aap apne mobile phone par hi check kar sakte hain k aapka aadhar card active hae ya nahi,bus aapko niche diye gye tarike ko follow karna hoga.

YouTube k har video mae subscribe button kaise lagate hain

subse pahle aapko UIDAI ki website par jana hai.

ya fhir aap yahan par click kariye=Verify aadhar

www.kyakraen.com/verify aadhar status


Verify Aadhaar Number  number par click kariye.

yeh aapko ek new page par le jayega.

www.kyakraen.com/aadhar card number details


ish page par aapse aadhar card number ki jankari mangi jayegi .
aap apna aadhar card number daliye.
Aou diye gye code ko enter kariye.
 aur veryfi par click kariye.

www.kyakraen.com/aadhar card ki details

veryfi par click karne k baad aapke aadhar card ki puri details aapke samane ajayegi.

yahan likha hoga aapka aadhar card number.

iske niche aapki age likhi hogi.
aur aapka address aur mobile number likha hoga.

agar yeh sub likha hae toa aapka aadhar card active hai.

Aub aap chahe toa verify another aadhar par click karke aur kisi k aadhar card ka  bhi status check kar sakte hain.

asha karta hoon friend aapko yeh jankari pasand ayi hogi, agar pasand ayi hae toa ish post ko share kariye aur humain humari website par follow kariye.Thankyou.

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive