Mobile Radiation Kaise Check kare || Smartphone radiation check

Mobile radiation kya hai.mobile radiation check kaise kare.mobile radiation coad kya hai.aaj hum ish post me aapko in sare question ke answers dene bale hai.agar aap bhi yeh sari jankari chahte hai toa padte rahiye ish post ko akhir tak. 

Mobile phone radiation check kaise kare. How to check smartphone radiation in hindi.mobile radiation kya hai step by step.

Smartphone Important

Aaj ke time me smartphone har aadmi ki jaroorat ban chuka hai.aur ho bhi kyu na kyunki phone hum apne kai sare kaam badi hi asani se keval ek click me hi nipta lete hai.

● Mobile tower ke kya nukshaan hai
● Phone me video Ringtone kaise lagaye

Magar jub hum new phone buy karte hai toa ushki kai sari chijon par dyan dete hai.jaise phone ka price, phone ka battery backup ,phone ki ram,phone ki memory adi.magar aap kabhi bhi new smartphone buy karte time phone ki ek important chij ko kabhi check nahi karte.aur bho hai phone ki radiation.

Mobile Radiation Kya Hai

Mobile radiation kisi bhi phone se nikalne bala ek esa fact hai,jishke bare me logon ko bahot kam hi jankari hoti hai.yeh insan ke sarir ke liye bahot hi dangerous hoti hai.mobile radiation se bahot hi dangerous bimariyan lag sakti hai.ishliye aapko ishke bare me puri sahi sahi jankari honi hi chahiye.

● Bina internet smartphone par live tv kaise dekhe

Mobile radiation ya (SAR) Specific Absorption Rate value smartphone se transmit hone bali ek asi radio frequency hoti hai,jo thoda radiation banati hai.yadi koi jayada time tak ish radiation me rahta hai,toa ushe bahot hi dangerous bimariyan ho sakti hai.lekin ek achi baat yeh hai ki (DOT) Department of telecommunication ne ishki ek limit tay kar rakhi hai.

● Kya phone hai bimariyon ka ghar
● Android apps ka password secure kaise kare

Mobile Radiation Limit

Kishi bhi phone ki radiation ki ek limit tay ki gyi hai.aur bho hai 1.6 watt kg.yadi ishke upar kisi phone ki radiation jati hai toa bho phone aapke liye dangerous hai.yadi aapke phone ki radiation ish se jayada hai toa aap ushe abhi service Centre bhej de.

kai sare smartphone ke brands SAR rating ko device box me ane bale users manual ya fhir box ke upar bhi mention karte hai.aur kai sare smartphone makers ne yeh value apni website par bhi di hui hai.agar fhir bhi aapko radiation ke bare me nahi pata chalta toa koi baat nahi hum aapko ek bahot hi asan tarika bata rahe hai,apne phone ki radiation ke pata karne ka.

● Mobile phone secrets settings
● Mobile phone top 5 apps

Agar aapke hath me smartphone hai,toa aap ushpar bahot hi asani se keval ek number dial karke ushki (SAR) value check kar sakte hai.check karne ke liye niche diye gye steps follow kare.

Mobile Phone Radiation Check Kaise Kare

Step 1 - Sabse pahle apne phone ko unlock kare

Step 2 - Aub dialler pad open kare

Step 3 - Aub yahan *#07# number dial kare

Step 4 - Number dial karte hi aapki phone screen par SAR Rating show ho jayegi

● Kisi bhi phone me face lock kaise lagaye

Yahan aapko screen par 2 type ki jankari show hogi.

No 1 - Head Radiation

Head radiation bho reading hai jo phone call ke time release karta hai.

No2 - Body Radiation
Body radiation bho reading hai jo phone normal toar par release karta hai.

● Mobile apps tips and tricks
● Phone delete huye photo aur video recover kaise kare


Note : Yeh dono hi reading 1.6 se kam honi chahiye.

Important : Haal hi me German Fadler Office of Radiation Protection ne jaroorat se jayada radiation bale smartphone ki list jari ki hai.ish list ke me Xiaomi MI A1 se jayada 1.75 W/Kg radiation nikalta hai.ishke baad 1.68 W/Kg OnePlus 5T ki SAR value hai,third number par Xiaomi Mi Max 1.58 W/Kg ata hai.aur ishke baad OnePlus 6T and HTC U12 Life ko bhi ish list me samil kiya gya hai.

I hope friend aub aap jub bhi koi new smartphone buy karenge toa ushki SAR value asani se check kar payenge.yadi humari aaj ki yeh post aapke liye helpful rahi hai,toa ishe apne friends ke sath WhatsApp,Facebook aur Twitter par share kare.aur humain humari www.kyakraen.com website par follow kare.Thankyou.

Ishe bhi padiye - WhatsApp par electricity bill download kaise kare

0 comments:

Post a Comment

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive