Adsense Account Kaise banaye

Hello friend,
Agar aapka koi blog hai,ya fhir koi YouTube channel,aur inpar aap chate hai paise kamana,toa friend aapko in dono ke liye banana hoga apna ek Google Adsense account,agar aapko nahi pata hai ke Google Adsense  account kaise banate hai,toa aap padte rahiye akhir tak ish post ko.

Google adsense account kaise banate hai step by step puri jankari hindi me.new adsense account kaise banay

(Google Adsense Account Kya Hai ?)

blogger ho ya fhir koi youtuber ho,in dono par hi income karne ke liye ek Adsense  account bahut jaruri hai.
Baise toa bahut si site hai,jo humain apni website par ads dikhane ke paise deti hai.
Magar bho sab websites aapko ads ke bahut kam pais deti hai.
Bus adsense hi ek esi site hai jo humain humari website par ads dikhane ke bahut jayada paise deti hai.
Aap adsense ki ads ko apne blog par laga kar har mahine ache khase paise kama sakte hai.
Bahut se log hai jo adsense ke jariye har mahine lakhon rupey kamate hai.
Aap janna chate hai,ke adsense par account kaise banate hai,toa agey ki jankari ko dyan se padte rahiye.

Google par account kaise banate hai
Facebook account kaise banay
Gmail par email account kaise banay
Amazon se paise kaise kamay
Bina internet koi bhi app kaise download kare

(Adsense Account Banane Ke Liye Kya Jaroori Hai?)

Sabse pahle toa aap yeh samjh le, ke Adsense  kisi bhi ek person ko ek hi Adsense Account banane ki permission deta hai.
Yadi aap ek se jyada account banayenge toa adsense aapke sare Adsense Account  ko block kardega.

Aur sath hi aapko adsense ke niymon (rules) ka palan bhi karna hoga.
Yadi aap adsense ke rules ke khilaf jate hai, toa bhi bho aapko block kar dega.

Adsense Account banane ke liye aapke pass kya kya jaroori hai,aap niche pad sakte hai.

1. Gmail par Email Account.
2. Website ya Blog Ya fhir YouTube channel.

Aap website ya YouTube account dono se hi adsense par account create kar sakte hai. Hum dono ke bare me step by step jankari lenge ish post me.

Sabse pahle aapke pass ek gmail account hona bahut jaroori hai. Agar hai toa achi baat hai.nahi hai toa yahan par click karke pahle gmail account bana le = Gmail par email account kaise banay

(Website Se Adsense Account Kaise banay?)

friend aapke pass ek website ya blog jaroor hoga.nahi hai toa pahle bana le.kyunki aapko adsense par account create karne ke liye iski jaroorat padegi.

Mobile se paise kaise kamay
Google tez se paise kaise kamay
Internet se paise kaise kamay

Aur adsense ki ads ko lagne ke liye aapke blog par post pahle se honi chahiye.

Adsense  ki ads ko apni website par show karane ke liye aapki website ya blog par jaroori traffic hona bhi bahut jaroori hai.
Adsense par account banane ke liye aapki website par kam se kam daily ka 300 page view ana bhi bahut jaroori hai.
Yadi traffic acha nahi hai toa aap adsense account nahi approve kara sakte.

Ishliye friend adsense par account ke liye apply karne se pahle apne website par traffic ko bhadana bahut jaroori hai.

(YouTube Se Adsense Account Kaise banay?)

Adsense par account aap YouTube  se bhi bna sakte hai.aapke pass koi YouTube par channel toa jaroor hoga. Nahi hai toa pahle aap yahan par click karke ek YouTube channel bna le =Create new YouTube channel

YouTube  se adsense account banane ke liye aapke channel par bhi traffic ka hona bahut jaroori hai.

Adsense Account  approve karbane ke liye Aapke YouTube  ke channel par 1 saal me kam se kam 1000 subscribers hone jaroori hai.
Aur 4000 hours ka watch time pura hona jaroori hai.

Jub tak 1 year me aapke YouTube  ke channel par 1000 subscribers aur 4000 hours ka watch time pura nahi hota,tab tak aap adsense account nahi bana sakte.
Aur apne YouTube channel  par ads bhi show nahi kra sakte.

Toa friend hum maan kar chalte hai,ke aapke pass inme se kisi ek par traffic pura hai.
Aur aap adsense par account banana chate hai.toa chaliye hum adsense par account kaise banate hai,pura step by step sikh lete hai.bus aap carefully mujhe follow kariye.

Blog,Blogger,Blogging kya hai
5 amazing website in hindi
Mobile phone heat kyun hota hai

(Adsense Par New Account Kaise banay)


Adsense par account bantate samay aap dyan rakhe ke adsense account me koi Jankari galat nahi bharni hai.apni puri jankari aur address sahi sahi hi bharna hai.nahi toa aapko futures me koi problem ka samna karna pad sakta hai.

Google adsense account kaise banate hai step by step puri jankari hindi me.new adsense account kaise banay

Adsense par account banane ke liye sabse pahle aap www.adsense.com ki site par jaye.

Step.1 = yahan sign up now par click kariye.

Step.2 = sign up par click karte hi ek new window open hogi.

Step.3 = (A) Aub yahan agar aap pahle se jis account se login hai,usi se adsense account banana chate hai,toa Yes,procced to Google Account  sign in par click kariye.

(B) yadi aap kisi dusre new Gmail Account  se adsense par account banana chate hai,No,create new google account par click kariye.

Google adsense account kaise banate hai step by step puri jankari hindi me.new adsense account kaise banay

No.1 yahan par aap apni website ka url type kare.
Yadi aapke pass website nahi hai toa apne youtube channel se adsense account bana sakte hai.

 No.2  Yahan par aapki website ya YouTube account jis language me hai,bho select kariye.

No.3  website ya YouTube channel  ka url aur language select karne ke baad continue par click kariye.

Hybrid sim slot bale mobile phone me 2 sim ke sath micro sd card kaise lagay
Mobile aur tower ke kya kya nuksaan hai hum par
Apne naam ki animation kaise banay

Continue  par click karte hi aapke samne ek information form opne hoga.ishme aapse aapka naam,address,city ke bare me pucha jayega.ishe aapko bilkul sahi sahi aur pura bharna hai.aap jo bhi ishme address bharenge kuch samay baad ushpar ek daak ke dwara leter ata hai, jisme address verification pin hota.ush pin ko apko apne adsense account me daal kar apna address verify karna hota hai.
Address verification ke baad hi aap adsense me kamai hui apni payment ko recieve kar sakte hai.

Google adsense account kaise banate hai step by step puri jankari hindi me.new adsense account kaise banay

No.1 Yahan par aap apni country select kariye.

No.2 Yahan par aap apni country ka time zone set kariye.india ka time zone hai +5:30

No.3  Yahan par yadi aap business select karna chate hai,toa business select kariye.
Individual rakhna chate hai,toa individual select kariye.

No.4 upar yadi individual select kiya hai.toa apna pura bhariye. Yadi company select kiya hai.toa aap apni company ka naam likhiye.company ke naam par aapka bank ka account hona chahiye.

No.5 Aap abhi jahan par rahte hai bahan ka sahi address yahan par bhriye.

No.6 Yahan par apni city ka sahi naam bhariye.

No.7 Yahan par aap apna state select kariye.jaise - dehli

No.8 Yahan par aap apna pin coad enter kariye.pin coad aapko nahi pta hai toa aap apne post office se pta kar sakte hai.

No.9 Yahan par aap apna mobile number enter kariye.
(Yadi aapka number verify nahi hai.toa aap jaise hi 12 number par click karenge toa aapko apna mobile numberverify karna hai.mobile number ko verify karne ke liye aap koi bhi options select kar sakte hai. Msg ya voice call.aapko jo password diya jayega ushe bhar kar mobile number ko verify kar le.

No.10 Yahan aapko batana hai.ke aap kis liye adsense account bna rahe hai.yadi aap blog ke liye adsense account bna rahe hai."online forum or blog" ko select kariye.

No.11 Yahan par aap check karke jaroori jagahon par tic kar de.ya fhir sabhi par yes tic kar de.

No.12 Aub ek baar apni bhari hui puri jankari ko check kar le.aur fhir Submit My Application par click kariye.

Congratulations: aub aapka adsense account ban chuka hai.bas adsense account approved hona baki hai.jab bhi aapka adsense account approved hoga aapke gmail account par ek Mail ayega.ish pure prosses me 24 se 48 hours ka samay lag sakta hai.ya usushse adhik bhi lag sakta hai.
Toa friend aub sikh chuke hai.ke Adsense Account kaise banate hai. I hope aapko yeh jankari jaroor pasand ayi hogi.yadi pasand ayi hai.toa ish post ko apne friends aur family members ke sath share kariye.aur humain humari website www.kyakraen.com par follow kariye.Thankyou.
Adsense me bank account kaise add karte hai puri jankari ke liye aap yeh video jaroor dekhiye =

Ishe bhi padiye = Inverter ac kya hai ?

2 comments:

  1. bahi acha article likha hay ap nay ager thora mazeed adavanced tips chayeh ho adsense or seo say related to eik bar yeh blog site zaror visit kejyh https://googlewebinfo55.altervista.org/

    ReplyDelete
  2. bahi acha article likha hay ap nay ager thora mazeed adavanced tips chayeh ho adsense or seo say related to eik bar yeh blog site zaror visit kejyh https://googlewebinfo55.altervista.org/

    ReplyDelete

Please Don't Post Spam Links

Translate

Blog Archive